Lene se inkar nahi or dene ko tayar nahi
Lene se inkar nahi or dene ko tayar nahi
Is duniya me kon hai aisa
Jo paise ka yar nahi
Jo paise ka yar nahi
Lene se inkar nahi or dene ko tayar nahi
Is duniya me kon hai aisa
Jo paise ka yar nahi
Jo paise ka yar nahi
Hai paisa aage aage or dunia piche bhage
Or paisa bada chalawa hai sare jag ka bawa
Ek jagah par rukne ko ji
Rukne ko tyyar nahi
Rukne ko tyyar nahi
Is duniya me kon hai aisa
Jo paise ka yar nahi
Jo paise ka yar nahi
Daulat hai bimari par lage sabko pyari
Daulat hai bimari par lage sabko pyari
Iski khatir kisi se pagdi
Kisi ne biwi bhi hari
Biwi bhi har gaya bechara
Kisi ne biwi bhi hari
Lekin jeet sada paise ki
Kabhi bhi iski har nahi
Kabhi bhi iski har nahi
Is duniya me kon hai aisa
Jo paise ka yar nahi
Jo paise ka yar nahi
Ye mile chalane wala
Yahi chor banane wala
Man yahi hai shan yahi hai
Kare yahi muh kala
Muh bhi to kala hota hai
Kare yahi muh kala
Kalyug me to isse badhkar
Koi bada awtar nahi
Koi bada awtar nahi
Is duniya me kon hai aisa
Jo paise ka yar nahi
Jo paise ka yar nahi....
Song Details
- Movie
- Amar Deep
- Artist
- Ramchandra Narhar Chitalkar (C. Ramchandra)
- Music Directory
- Ramchandra Narhar Chitalkar (C. Ramchandra)
- Music Label
- Saregama
- Singers
- Mohammed Rafi
- Lyricist
- Rajendra Krishan