Ali Baba Ali Baba By Various Artists

Ali baba ali baba
Ali baba ali baba
Bhala aadami hain
Bura aadami hain
Kisne hai jaana ki
Kyaa aadami hain
Kabhi dosti hain
Kabhi dushamani hain
Kabhi hain andhera
Kabhi roshani hain
Kabhi jeet bankar
Kabhi haar bankar
Kabhi waar bankar
Kabhi pyaar bankar
Ajab daasta hain
Ajab zindagi hain
Baba baba ali baba
Baba baba ali baba
Baba baba ali baba
Baba baba ali baba

Agar aadami ko
Sahara na milata
Rehata thaa bhawar mein
Kinaara na milata
Koi hain yahan par
Muqadaar ka maara
Mila hain kisi ko
Har ek sahara
Kahin dhoop hogi
Kahin raat hogi
Kahin jeet hogi
Kahi moat hogi
Yahi hain muqadaar
Yahin bebasi hain
Baba baba ali baba
Baba baba ali baba
Baba baba ali baba
Baba baba ali baba

Kabhi zindagi mein
Jhukana padega
Kabhi raah chalate
Rukana padega
Agar aadami ko
Mazil hain paani
Chalata rahe wo
Rukena rawaani
Kadan to uthao
Khuloi raah hogi
Jeeta wahi hain
Jise chaah hogi
Yahin raah sachchi
Yahi roshani
Baba baba ali baba
Baba baba ali baba
Baba baba ali baba
Baba baba ali baba.....

Song Details
Movie
Alibaba Aur 40 Chor
Artist
Various Artists
Music Directory
Anand Shrivastav, Milind Shrivastav
Music Label
Sun Audio
Singers
Jaspinder Narula
Lyricist
Jalees Sherwani

more lyrics from Alibaba Aur 40 Chor

Aiy Aiy Ya Aiy Ya Ya
Ali Baba Ali Baba
Jadu Ki Pudiya
Kal Ki Baat Hai
Sher Agar Aa Jaye
Tere Mere Beech