Sine Me Dil Hai Dil Me Sanam Song By Laxmikant Shantaram Kudalkar (Laxmikant Pyarelal)

Sine me dil hai, dil me sanam, aur sanam me jaan meri
Ishq hai dhadakan, ishq hai sajan, ishq hai pehchan meri

Palo kee judayi ham naa sahenge, sath jiyenge, sath marenge
Ik duje ke bina ham naa rahenge, har ek janam me wada karenge
Har ek janam me wada karenge
Tujh bin kuchh bhi naa chahu mai
Tu mera tan main jaan teri

Sine me dil hai, dil me sanam, aur sanam me jaan meri

Ankh khule toh dekhu mai tujhko, band ho ankhe teri chhavi ho
Har ik rang me chhaya ho teri us chhaya me meri jindgi ho
Us chhaya me meri jindgi ho
Sath me too toh ho jayegee har mushkil asan meri
Jisme teri khushbu hogi bas usako hi phul kahunga
Jisme too naa shamil hoga us jiwan ko bhul kahungi
Us jiwan ko bhul kahunga
Tere sur me bas jayegee tutegi jab taan meri

Sine me dil hai, dil me sanam, aur sanam me jaan meri
Ishq hai dhadakan, ishq hai sajan, ishq hai pehchan meri..

Song Details
Movie
Agneepath
Artist
Laxmikant Shantaram Kudalkar (Laxmikant Pyarelal)
Music Directory
Laxmikant Shantaram Kudalkar (Laxmikant Pyarelal), Pyarelal Ramprasad Sharma (Laxmikant Pyarelal)
Music Label
Tips
Singers
Alka Yagnik, Kumar Sanu
Lyricist
Anand Bakshi

more lyrics from Agneepath

Ali Baba Mil Gaye Chalis Choron Se
Ganapati Apne Ganv Chale
I Am Krishnan Iyer
Kisko Tha Pata
Sine Me Dil Hai Dil Me Sanam Song