Khuli waadiyon ka safar hai
Hasi manjilo pe najar hai
Bahakne laga hai kyu mera dil
Khuli waadiyon ka safar hai
Hasi manjilo pe najar hai
Bahakne laga hai kyu mera dil
Khuli waadiyon ka safar hai
Ye najnino ke mele
Ye hasino ke ye khule gesuve si bahar
Rangeen chehro ko mahke savero ko
Chumti hai najar bar bar
Mai kho gaya hu
Hasi manjilo pe najar hai
Bahakne laga hai kyu mera dil
Khuli waadiyon ka safar hai
Uche kinaro se bighe najare se
Khelti aa rahi hai hawa
Raho me lahraye aankho ko bahkaye
Dil diya aa sanam khechi ja
Mai kho gaya hu
Hasi manjilo pe najar hai
Bahakne laga hai kyu mera dil
Khuli waadiyon ka safar hai
Parvat ke daman chandi ke daman
Dholte jhumate ye badan
Kya rang bikhra kya khub nikhra hai
Surmayi shaam ka baagpan
Mai kho gaya hu
Hasi manjilo pe najar hai
Bahakne laga hai kyu mera dil
Khuli waadiyon ka safar hai..
Song Details
- Movie
- Aayega Aanewala
- Artist
- Various Artists
- Music Directory
- Jagmohan Bakshi, Sapan Sengupta
- Music Label
- Saregama
- Singers
- Mohammed Rafi
- Lyricist
- Naqsh Lyallpuri