Kahi naam na apna likh dena
Kisi ulte seede kagaj par dil ka parcha laye hai
Naam uspe likha kar jayenge
Tere chahane wale aaye hai
Aaye hai tere chahane wale aaye hai
Ek shor utha kar jayenge
Ek shor utha kar jayenge
Ya dilbar le kar lotenge
Lotenge ya dilbar le kar lotenge
Ya jaan lutha kar jayenge
Ya jaan lutha kar jayenge
Tere chahane wale aaye hai
Garajte hai jo badal baraste nahi, baraste nahi
Kah do in logo jaye aur kahi
Ye naam ke aasiq aaye hai
Aaye hai ye naam ke aasiq aaye hai
But shor macha kar jayenge
But mat shor macha kar jayenge
Hame kasam hai apni jawani ki
Haye hame kasam hai apni jawani ki
Mahbub ko pakar jayenge
Tere chahane wale aaye hai
A jane wafa chehre pe na ja
Najaro se bhi kuch andaja kar
Najaro se bhi kuch andaja kar
Nigahe kah rahi hai mere dil ka afsana
O tere samne hai jo hai tera diwana
Ham tujko aankho hi me
Ham tujko aankho hi me
Koi raaj bta kar jayenge
Ye to shor macha kar jayenge
Tere chahane wale aaye hai
Ham jaan gaye pahchan gaye
Kya asli hai kya nakali hai
Kya asli hai kya nakali hai
Hakikat hai hakikat, kahani hai kahani
Tumhi se hai mohabbat tumhi ho jindgani
Koi kuch bhi kahe tumko hi
O koi kuch bhi kahe tumko hi
Dholi me bitha kar jayenge
Tere chahane wale aaye hai
Dholi ke hakdar hai ham
Aap kaha se aa tapke
O tapke nahi ham aaye hai
Inki hi mala jap jap ke
Kisi ka pyar chino kaha ko hai sarafat
Barabar hai daketi kayamat hai kayamat
Jara sabar karo hak dono ke
Jara sabar karo hak dono ke
Dono ko dilkar jayenge
Ham jaan luta kar jayenge
Tere chahane wale aaye hai
Par ho ja par ho ja
Dilbar ko le ke farar ho ja
Par ho ja par ho ja
Dilbar ko le ke farar ho ja
Ustad ho tum ustado ke ham chele tumhare chelo ke
Ham chele tumhare chelo ke
Wahi hamne kiya hai ki jo tumne sikhaya
Jo mantar tumse sikha tumhi pe aajmaya
Jin guruo ke aise chele ho
Jin guruo ke aise chele ho
Vo to naam kamakar jayenge
Vo to naam kamakar jayenge
Tere chahane wale aaye hai
Ek tumhi hame samjhe ho
Auro ko to ham bhi samajhte hai
Auro ko to ham bhi samajhte hai
Samajhdari ka tumko chalo inam de de
Nahi jiski tawat vo wahi anjaam de de
Kuch hathkande ustadi ke
Kuch hathkande ustadi ke
Tumko bhi dikhakar jayenge
Tumko bhi dikhakar jayenge..
Song Details
- Movie
- Aatish
- Artist
- Ravindra Jain
- Music Directory
- Ravindra Jain
- Music Label
- Saregama
- Singers
- Asha Bhosle, Bhushan Mehta, Hemlata (Lata Bhatt), Mohammed Rafi
- Lyricist
- Ravindra Jain