Nahi dekha kabhi pahale
Kabhi pahale nahi dekha
Ye phul hai kin ghuljharo ka
Mai aasiq hu baharo ka
Nahi dekha kabhi pahale
Kabhi pahale nahi dekha
Ye phul hai kin gghuljharo ka
Mai aasiq hu baharo ka
Mai aasiq hu baharo ka
Mai aasiq hu baharo ka
Mujhe jo pasand ho mai chhodta nahi
Par daro mat phulo ko mai todta nahi
Mujhe jo pasand ho mai chhodta nahi
Par daro mat phulo ko mai todta nahi
Mujhko khabar hai ki tumsi najuk kaliya
Chhune se shrama jati hai
Ye hai aadat meri bina matlab ke
Ye najare kisi chehare pe yuhi rukh jati hai
Yuhi rukh jati hai
Nahi dil me mere kuch mere
Mujhe sokh hai sirf najaaro ko
Mai aasiq hu baharo ka
Mai aasiq hu baharo ka
Tumsi hasino ki ho khak khadar
Hum log rang roop ko na dekhe agar
Tumsi hasino ki ho khak khadar
Hum log rang roop ko na dekhe agar
Jisko koi dekhata nahi puchho us se ki
Kitani lakleef hoti hai
Jal jata hai vo dil hi dil me jab
Samane uske auro ki tarif hoti hai
Tarif hoti hai to lat uljhi suljha du
Matlab hai ye mere isharo ka
Mai aasiq hu baharo ka
Mai aasiq hu baharo ka
Nahi dekha kabhi pahale
Kabhi pahale nahi dekha
Ye phul hai kin ghuljharo ka
Mai aasiq hu baharo ka
Mai aasiq hu baharo ka
Mai aasiq hu baharo ka..
Song Details
- Movie
- Aashiq Hoon Baharon Ka
- Artist
- Laxmikant Shantaram Kudalkar (Laxmikant Pyarelal)
- Music Directory
- Laxmikant Shantaram Kudalkar (Laxmikant Pyarelal), Pyarelal Ramprasad Sharma (Laxmikant Pyarelal)
- Music Label
- Polydor
- Singers
- Kishore Kumar
- Lyricist
- Anand Bakshi