Koyi aan bechata hai, koyi shan bechata hai
Koyi aan bechata hai, koyi shan bechata hai
Kya kya jahan mein tauba insan bechata hai
Main phul bechati hu
Main phul bechati hu, main hu phulwali
Main phul bechati hu
Main phul bechati hu, main hu phulwali
Ho janabe aali main phul bechati hu
Main phul bechati hu, main hu phulwali
Main phul bechati hu
Bhagwan ki ho puja o……..
Bhagwan ki ho puja ya pyar ke ishare
Hote hai iss jahan me phul se kam sare
Dukhe ne bandha phulo ka sehra, dulhan phulo ki mala
Main phul bechati hu, main hu phulwali
Main phul bechati hu
Kis kam ki ye bindiya o……..
Kis kam ki ye bindiya, kis kam ka ye kajra
Sau singhar pe hain bhari ??
Jo yeh lagaye, sajan ko ye bhaye gori ho ya kali
Main phul bechati hu, main hu phulwali
Main phul bechati hu
Ek roj ek ladka o………
Ek roj ek ladka phul le gaya tha
Jate huye wo apna dil de gaya tha
Socha na samjha kha baithi dhokha, main thi bholi bhali
Main phul bechati hu
Koyi aan bechata hai, koyi shan bechata hai
Kya kya jahan me tauba insan bechata hai
Main phul bechati hu
Main phul bechati hu
Main phul bechati hu..
Song Details
- Movie
- Aas Paas
- Artist
- Laxmikant Shantaram Kudalkar (Laxmikant Pyarelal)
- Music Directory
- Laxmikant Shantaram Kudalkar (Laxmikant Pyarelal), Pyarelal Ramprasad Sharma (Laxmikant Pyarelal)
- Music Label
- Shemaroo
- Singers
- Lata Mangeshkar
- Lyricist
- Anand Bakshi