Haye meri
Haye meri uljhi nazar pardeshi ke sang
Dil ko rakhti kaha tak sambhalke
Haye meri najuk umar anjani dagar
Rakh lungi ye kadam bhi sambhal ke
Rakh lungi ye kadam bhi sambhal ke
Chain kya hai nahi janti
Or rah rah ke dil thamti
Aaj kal dekhti hu jo shisha
Aaj kal dekhti hu jo shisha
Khud ko muskil se pahchanti
Haye meri
Haye meri uljhi nazar pardeshi ke sang
Dil ko rakhti kaha tak sambhalke
Haye meri najuk umar anjani dagar
Rakh lungi ye kadam bhi sambhal ke
Rakh lungi ye kadam bhi sambhal ke
Dil ye kahta hai chal us gali
Aankh unse ladi jis gali
Hosh laute to ghabra gayi mai
Hosh laute to ghabra gayi mai
Haye mai aa gayi kis gali me
Kis gali me
Haye meri uljhi nazar pardeshi ke sang
Dil ko rakhti kaha tak sambhalke
Haye meri najuk umar anjani dagar
Rakh lungi ye kadam bhi sambhal ke
Rakh lungi ye kadam bhi sambhal ke
Koi batlaye to pyar kya hai
Dil ka rah rah ke ikrar kya hai
Ye to mana ye dariya hai gahra
Ye to mana ye dariya hai gahra
Rah rah kar aati muskan kya hai
Muskan kya hai
Haye meri
Haye meri uljhi nazar pardeshi ke sang
Dil ko rakhti kaha tak sambhalke
Haye meri najuk umar anjani dagar
Rakh lungi ye kadam bhi sambhal ke
Haye meri uljhi nazar pardeshi ke sang
Dil ko rakhti kaha tak sambhalke
Haye meri najuk umar anjani dagar
Rakh lungi ye kadam bhi sambhal ke
Rakh lungi ye kadam bhi sambhal ke..
Song Details
- Movie
- Aas Ka Panchhi
- Artist
- Various Artists
- Music Directory
- Jaikishan Dayabhai Panchal, Shankar Singh Raghuvanshi
- Music Label
- Saregama
- Singers
- Lata Mangeshkar
- Lyricist
- Shailendra (Shankardas Kesarilal)