Hoon Abhi Main Jawaan Ae Dil By Omkar Prasad Nayyar

Hu abhi main jawan aye dil hu abhi main jawan
Behosh hu bin piye kal ka bhi gam kisliye
Behosh hu bin piye kal ka bhi gam kisliye
Hu abhi main jawan aye dil
Hu abhi main hu abhi main hu abhi main jawan

Ye nagma aur ye fiza ek sada aur ek ada
Ye nagma aur ye fiza ek sada aur ek ada
Jo hai ganeemat hai aaj kal kaun jaane ho kya
Jo hai ganeemat hai aaj kal kaun jaane ho kya
So na ho ye samaan aye dil
Hu abhi main hu abhi main hu abhi main jawan

Duniya ka kya aetbaar khona na apna qaraar
Duniya ka kya aetbaar khona na apna qaraar
Chu le muradon ke phool beete na yu hi bahaar
Chu le muradon ke phool beete na yu hi bahaar
Taak mein hai kizaan aye dil
Hu abhi main hu abhi main hu abhi main jawan

Dekho hai ye zindagi yu nahi bekhudi
Dekho hai ye zindagi yu nahi bekhudi
Mujhko behak jaane de baaten na kar hosh ki
Mujhko behak jaane de baaten na kar hosh ki
Hosh kaisa yahaan aye dil
Hu abhi main hu abhi main hu abhi main jawan..

Song Details
Movie
Aar Paar
Artist
Omkar Prasad Nayyar
Music Directory
Omkar Prasad Nayyar
Music Label
Saregama
Singers
Geeta Ghosh Roy Chowdhuri (Geeta Dutt)
Lyricist
Majrooh Sultanpuri

more lyrics from Aar Paar

Aarre Na Na NaTauba
Baabuji Dheere Chalna
Hoon Abhi Main Jawaan Ae Dil
Jaa Jaa Bevafa
Kabhi Aar Kabhi Paar
Muhabbat Kar Lo Jee
Sun Zaalima Pyaar Hamko
Yeh Lo Main Haari