Kismat ki, baazi ka, faisla to, ho gaya hai
Faasla bhi, kho gaya hai, dekhein kisko kaun milta hai

Jisko jisse milna hai, har haal mein milta hai
Duniya mein mohabbat hi, qismat ko badalti hai

Ye shama hawaao mein, bujhti nahi jalti hai
Kismat ki a-ha-ha, baazi ka aa-ha-ha
Faisla to o-ho-ho ho gaya hai aa-ha-haa
Faasla bhi, kho gaya hai, dekhein kisko kaun milta hai
Kudrat hi banaati hai har rishta mohabbat ka
Yu bhi kabhi hota hai, anjaan si raaho mein

Kismat jisse kehte hain, aa jaati hai baaho mein
Kismat ki e e e, baazi ka aa aa aa aa
Faisla to o o o ho gaya hai ai ai ai
Faasla bhi, kho gaya hai, dekhein kisko kaun milta hai
Har roz nahi banti tasveer mohabbat ki
Jo saanso mein rehta hai, jo palko mein sota hai

Woh pyaar jawaani mein, ik baar hi hota hai
Kismat ki aa-ha-ha, baazi ka aa-ha-ha
Faisla to o-ho-ho ho gaya hai aa-ha-haa
Faasla bhi, kho gaya hai, dekhein kisko kaun milta hai
Kismat ki, baazi ka, faisla to, ho gaya hai
Faasla bhi, kho gaya hai, dekhein kisko kaun milta hai
Dekhein kisko kaun milta hai, dekhein kisko kaun milta hai

Dekhein kisko kaun milta hai, dekhein kisko kaun milta hai..
Song Details
- Movie
- Aap To Aise Na The
- Artist
- Usha Khanna
- Music Directory
- Usha Khanna
- Music Label
- Saregama
- Singers
- Asha Bhosle, Manhar Udhas, Suresh Wadkar
- Lyricist
- Muqtida Hasan Nida Fazli