Falsafi O Falsafi By Vishal Bhardwaj

Falsafi o falsafi kis taraf
Hai tera ishara
Kya soya kal aankhe mal
Jagne ko hai dobara

Suno suno kya kehti
In bejaban patthar ki jaba
Hai jinki chahat jawa jawa
Unhi phulo ka ye gulsita
Diye sadiyo pehle huye the jo roshan
Diye phir wahi jagmagane lage hai
Kare benajar pe gaye jo najar ko
Najar phir wahi aane lage hai
Ye hai do dilo ki mohabbat ka mandir
Nishani har inki yaha bolti hai
Wo chup ho gaye hai
Jo kuchh kehte dil se
Wahi to samay ki sama bolti hai

Kal raat iss fire ne manayi jo diwali
Aaj uski badhayi dene aayi subah ki rani
Khabar sunke hairan hai log saare
Hakikat hai kya janana chahte hai
Jo kal raat ko chand aankho ne dekha
Kahi maujsa dekhna chahte hai
Baya unki pakijagi ka ho kaise
Ek tha beganga to ek tha sangam
Nahi jaat maddham nahi dakhl dete
Jaha pyar mein do dilo ka ho sangam
Chahat ki jadugari dekhne ko
umar pada hai jaha
Nahi ye sirf ek daasta
Haqiqato ka hai yeh baya
Ye naa samajho gujar gaya hai wakt
Log gujre thehar gaya hai wakt
Aaj aur kal ke garmiya ki sabhi
Duriya dur kar gaya hai wakt
Naa baandhe bandhi hai
Samay ki ye dhara
Ye sadiyo ki jinke bahe jaa rahe hai
Naya rup lekar naye naam lekar
Wahi log apne ko dohra rahe hai
Naya rup lekar naye naam lekar
Wahi log apne ko dohra rahe hai..

Song Details
Movie
Bhagmati
Artist
Vishal Bhardwaj
Music Directory
Vishal Bhardwaj
Music Label
Universal
Singers
Ravindra Jain
Lyricist
Ravindra Jain

more lyrics from Bhaggmati-The Queen of Fortunes

Alvida
Falsafi O Falsafi
Ishq Abhi Tak Zinda
Jiya Jaaye Amma
Kasie Kahan Kab Ho
Meri Jaan
Prem Deewani
Suraj Ki Aag Mein