Saiyan Bina Ghar Suna By Bappi Lahiri

Saiyan bina ghar suna, suna
Saiyan bina ghar suna
Rahi bina jaise suni galiya,
Bin khushabu jaise suni kaliya
Saiyan bina ghar suna, suna
Saiyan bina ghar suna

Suna din kali ratiya,
Asuvan se bhigi patiya
Har aahat pe dari dari,
Rah take meri ankhiyan
Suna din kali ratiya,
Asuvan se bhigi patiya
Har aahat pe dari dari,
Rah take meri ankhiyan
Chand bina jaise suni ratiya,
Phul bina jaise suni bagiya
Saiyan bina ghar suna
Saiyan bina ghar suna, suna
Saiyan bina ghar suna, suna
Saiyan bina ghar suna

Andhiyare badal chhaye,
Kuchh bhi na man ko bhaye
Dekh akeli ghere mujhe
Yaadon ke kale saye
Andhiyare badal chhaye,
Kuchh bhi na man ko bhaye
Dekh akeli ghere mujhe
Yaadon ke kale saye
Chand bina jaise suni ratiya,
Phul bina jaise suni bagiya
Saiyan bina ghar suna, suna
Saiyan bina ghar suna

Aansu yu na bahao, ye moti na lutao
Rukati nahi hain waqt ki dhara,
Pal pal badale jaga ye sara
Rukati nahi hain waqt ki dhara,
Pal pal badale jaga ye sara
Jaise dhalegi raat andheri
Muskayega suraj pyara
Sukh ke liye pade dukh bhi sah lo
Ba kabhi tum ye kahena
Saiyan bina ghar suna, suna
Saiyan bina ghar suna..

Song Details
Movie
Aangan Ki Kali
Artist
Bappi Lahiri
Music Directory
Bappi Lahiri
Music Label
Polydor Records
Singers
Bhupinder Singh, Lata Mangeshkar
Lyricist
Shailendra (Shankardas Kesarilal)

more lyrics from Aangan Ki Kali

Deewana Hai Kar Gayi
Dhoop Bhi Dekhi
Jai Ho Mata Tumhari
Na Ro Munni
Saiyan Bina Ghar Suna
Tumhe Kaise Kahun