Meri Maa Ne Bataya Hai By Bappi Lahiri

Meri maa ne bataya hai
Yahi mujhko sikhaya hai
Meri maa ne bataya hai
Yahi mujhko sikhaya hai
Kisi se na kabhi darna
Jo dil bole wahi karna
Meri maa ne bataya hai
Yahi mujhko sikhaya hai
Kisi se na kabhi darna
Jo dil bole wahi karna
Meri maa ne bataya hai
Yahi mujhko sikhaya hai

Are logo jara dekho
Ye kaisa kam kar dala
Sharifo ne sharafat ko
Yaha nilam kar dala
Jise dekho wo chehre
Pe naya chehra lagaya hai
Meri maa ne bataya hai
Yahi mujhko sikhaya hai
Kisi se na kabhi darna
Jo dil bole wahi karna
Meri maa ne bataya hai
Yahi mujhko sikhaya hai

Mere daddu bade ache
Jara jhuthe jara sache
Koi inko na pahchane
Inhe to bas khuda jane
Mere daddu ka afsana
Meri maa ne sunaya hai
Meri maa ne bataya hai
Yahi mujhko sikhaya hai
Kisi se na kabhi darna
Jo dil bole wahi karna
Meri maa ne bataya hai
Yahi mujhko sikhaya hai

Mai sachai bata dunga
Sabhi parde hata dunga
Mai pagal hu diwana hu
Mai apno me begana hu
Magar sar pe mere har
Pal uski mamta ka saya hai
Meri maa ne bataya hai
Yahi mujhko sikhaya hai
Kisi se na kabhi darna
Jo dil bole wahi karna
Meri maa ne bataya hai
Yahi mujhko sikhaya hai..

Song Details
Movie
Aandhiyan
Artist
Bappi Lahiri
Music Directory
Bappi Lahiri
Music Label
T-Series
Singers
Shabbir Kumar
Lyricist
Anjaan

more lyrics from Aandhiyan

Duniya Mein Tere Siwa
Meri Maa Ne Bataya Hai