Hai kahi par shadmani aur kahi nashadiya
Aati hain duniya mein sukh dukh ki
Sada yu aandhiyan, aandhiyan
Aati hain duniya mein sukh dukh ki
Sada yu aandhiyan, aandhiyan
Hai kahi par shadmani aur kahi nashadiya
Kya raaz hai, kya raaz hai,
Kya raaz hai, kya raaz hai
Aaj parawane ko bhi apani
Lagan par naaz hai, naaz hai
Kyon shama bechain hai, kamosh hone ke liye
Kyon shama bechain hai, kamosh hone ke liye
Aansuon ki kya jarurat, ansuon ki kya jarurat
Dil ko rone ke liye, dil ko rone ke liye
Tere dil ka saz pagali, tere dil ka saz pagali
Aaj beawaz hai, aaj beawaz hai
Hai kahi par shadmani aur kahi nashadiya
Aa
Hai kahi par shadamani aur kahi nashadiya
Hai kahi par shadamani aur kahi nashadiya
Aati hain duniya mein sukh dukh ki
Sada yu aandhiyan, aandhiyan
Aayi aisi aandhiyan, aayi aisi aandhiyan
Aandhiyan
Bujh gaya ghar ka chirag
Dhul nahi sakata kabhi jo pad gaya
Aanchal mein dag
Dhul nahi sakata kabhi jo pad gaya
Aanchal mein dag
The jahan araman, the jahan araman
Us dil ko mili barabadiyan, barabadiyan
Hai kahi par shadmani aur kahi nashadiya
Hai kahi par shadmani aur kahi nashadiya
Zindagi ke sab daman mein
Zindagi ke sab daman mein
Kabhi phoolon ke bag,
Zindagi ke sab daman mein
Zindagi mein surk daman mein
Kabhi kanton ke dag
Zindagi mein surk daman mein
Kabhi kanton ke dag
Kabhi phoolon ke bag kabhi kanton ke dag
Phool kanton se bhari hain zindagi ki wadiyan
Hai kahi par shadmani aur kahi nashadiya
Aati hain duniya mein sukh dukh ki
Sada yu aandhiyan, aandhiyan
Aati hain duniya mein sukh dukh ki
Sada yu aandhiyan, aandhiyan
Hai kahi par shadmani aur kahi nashadiya..
Song Details
- Movie
- Aandhiyan
- Artist
- Ali Akbar Khan
- Music Directory
- Ali Akbar Khan
- Music Label
- Saregama
- Singers
- Lata Mangeshkar
- Lyricist
- Pandit Narendra Sharma