Ek Nanhi Si Kali By Ved Sethi

Ek nanhi si kali
Ek nanhi si kali
Roye dali ke liye
Jisne tadpa diya
Tadpe usi mali ke liye
Ek nanhi si kali
Roye dali ke liye
Jisne tadpa diya
Tadpe usi mali ke liye
Jisne tadpa diya
Tadpe usi mali ke liye

Bhare jab gum ke andhere
To ujala bhi mila
Mile aasu to koi
Chahne wala bhi mila
Raha apno se gila
Pyar gairo se mila
Pyar gairo se mila
Ik nanhi si kali
Roye dali ke liye
Jisne tadpa diya
Tadpe usi mali ke liye

Mila rahbar na fir bhi
Justzu tamam hui
Mili to subah khushi ki
Udas sham hui
Nain ke diye jale
Jinme andhere pale
Jinme andhere pale
Ik nanhi si kali
Roye dali ke liye
Jisne tadpa diya
Tadpe usi mali ke liye

Ek dar pe aake ruki
Labo pe aah liye
Apna sar jhuka ke ruki
Kuch to kaho devta
Iska dosh hai to kya
Iska dosh hai to kya
Ik nanhi si kali
Roye dali ke liye
Jisne tadpa diya
Tadpe usi mali ke liye..

Song Details
Movie
Aanchal Ke Phool
Artist
Ved Sethi
Music Directory
Ved Sethi
Music Label
Saregama
Singers
Mohammed Rafi
Lyricist
Naqsh Lyallpuri

more lyrics from Aanchal Ke Phool

Ek Nanhi Si Kali
Jago Brij Ke Basi
More Mann Mein Hai
Soyi Hai Dulhan Raat Ki