Dekho Veer Jawanon By Laxmikant Shantaram Kudalkar (Laxmikant Pyarelal)

Meri jaan se pyare tujko tera,
Desh pukara ja,
Ja bhaiya ja beta ja mere yaara ja,
Dekho veer jawanon,
Apne khoon pe yeh ilzaam na aaye
Dekho veer jawanon,
Apne khoon pe yeh ilzaam na aaye
Varna kahenge mere bete,
Waqt gaya to kaam na aaye..
Dekho veer jawanon,
Apne khoon pe yeh ilzaam na aaye..
Dekho veer jawanon….

Hum pahele bharatwasi…
Hum pahele bharatwasi…
Phir hindu muslim sikh isai,
Hum pahele bharatwasi,
Naam juda hai…
Toh kya bharat maa ke sab ek hai bhai,
Abdul uske bachon ko pahley,
Jo ghar wapas ram na aaye…
Dekho veer jawanon,
Apne khoon pe yeh ilzaam na aaye
Dekho veer jawanon..

Andha beta yudh pe chala,
Toh na ja na ja uski maa bholi
Andha beta yudh pe chala,
Toh na ja na ja uski maa bholi
Wo bola kam kar sakta hoon,
Main bhi dushman ki ek gholi…
Jikrar shaheedon ka ho to kyou,
Un mein mera naam na aaye…
Dekho veer jawanon,
Apne khoon pe yeh ilzaam na aaye…
Dekho veer jawanon..

Aacha chaltey hain…
Aacha chaltey hain…
Kab aayegenge yeh kahena muskil hoga…
Tum kaheti ho khat likna,
Khat likne se kya haasil hoga…
Khat ke saath vanbhoomi se,
Vijay ka jo paigaam na aaye…
Dekho veer jawanon,
Apne khoon pe yeh ilzaam na aaye….
Varna kahenge mere bete,
Waqt gaya to kaam na aaye…
Dekho veer jawanon,
Apne khoon pe yeh ilzaam na aaye..

Song Details
Movie
Aakraman
Artist
Laxmikant Shantaram Kudalkar (Laxmikant Pyarelal)
Music Directory
Laxmikant Shantaram Kudalkar (Laxmikant Pyarelal), Pyarelal Ramprasad Sharma (Laxmikant Pyarelal)
Music Label
Saregama
Singers
Kishore Kumar
Lyricist
Anand Bakshi

more lyrics from Aakraman

Chhoti Umar Mein
Dekho Veer Jawanon
Fauji Gaya Jab Gaon Mein
Qawwali Gaayenge
Woh Ek Haseen Ladki
Yeh Mausam Aaya Hai