Chandani chand se hoti hai sitaro se nahi
Chandani chand se hoti hai sitaro se nahi
Pyar bhi ek se hota hai hazaro se nahi
Pyar bhi ek se hota hai hazaro se nahi
Phir to bulbul se milo aaj baharo se nahi
Ye najar tumse hai abaj najaro se nahi
Chandani chand se hoti hai sitaro se nahi
Pyar bhi ek se hota hai hazaro se nahi
Maine tumko nahi samjha tha khatakar hu mai
Maine tumko nahi samjha tha khatakar hu mai
Jo saja chaho mujhe dedo gunahgar hu mai
Ab to janjiro se bandho mujhe haro se nahi
Badla lete hai magar apne hi pyaro se nahi
Chandani chand se hoti hai sitaro se nahi
Pyar bhi ek se hota hai hazaro se nahi
Paas bhi tum ho aur aankho me nasha
chamke bhi
Paas bhi tum ho aur aankho me nasha
chamke bhi
Ho to sakti hai galat bat koi hamse bhi
Sokhiyo kijiye par pyar ki maro se nahi
Lab na khul paye to kah dungi isaro se nahi
Chandani chand se hoti hai sitaro se nahi
Pyar bhi ek se hota hai hazaro se nahi
Dub kar hamko in aankho me aaj rah jane do
Dub kar hamko in aankho me aaj rah jane do
Aaj baho ki in lahro me bah jane do
Aaj kabu me hum ayenge hazaro se nahi
Apna tufan se riasta hai kinaro sa nahi
Chandani chand se hoti hai sitaro se nahi
Pyar bhi ek se hota hai hazaro se nahi..
Song Details
- Movie
- Aaj Ka Mahaatma
- Artist
- Laxmikant Shantaram Kudalkar (Laxmikant Pyarelal)
- Music Directory
- Laxmikant Shantaram Kudalkar (Laxmikant Pyarelal),Pyarelal Ramprasad Sharma (Laxmikant Pyarelal)
- Music Label
- Saregama
- Singers
- Asha Bhosle, Kishore Kumar
- Lyricist
- Majrooh Sultanpuri