Bharastachar ke khilaf jung hamari
Atyachar ke khilaf jung hamari
Bhukh se bekari se hai jung hamari
Kalabajari ke sath jung hamari
Jago re, jago re, jago re, jago re, jago
Shuru ho gayi hai aaj jung hamari, aaj jung hamari
Jago re, jago re, jago re, jago re, jago
Shuru ho gayi hai aaj jung hamari, aaj jung hamari
Aaj ka din har sitam ka aakhari din hai
Aaj ka din har sitam ka aakhari din hai
Shuru ho gayi hai aaj jung hamari, aaj jang hamari
Jago re, jago re, jago re, jago re, jago
Shuru ho gayi hai aaj jung hamari, aaj jung hamari
Jago re, jago re, jago re, jago re, jago
Ghanghana uthe hai ghan ke gagan girega
Nadiyon mein pani nahi khoon bahega
Atal himachal jagah se apni hatenge
Kaanp uthi dharti jwalamukhi fatenge
Aaj ka din har sitam ka aakhari din hai
Aaj ka din har sitam ka aakhari din hai
Shuru ho gayi hai aaj jung hamari, aaj jang hamari
Jago re, jago re, jago re, jago re, jago
Shuru ho gayi hai aaj jung hamari, aaj jung hamari
Jago re, jago re, jago re, jago re, jago
Kal sadak pe lash mili doshi iska kaun
Kal kisi ne khudkushi ki iska doshi kaun
Din dahade raste pe laaz loot gayi
Ye gunah kiska hai ye kiski bhool thi
Sardiyo me odhe hai jo kagaji kafan
Dhakne ko tan bech diya jisne apna tan
Dahak gayi koth pe na bhukh sah saki
Jo dahej la na saki jinda jal gayi
Aaj ka din sab dukho ka aakhari din hai
Aaj ka din sab dukho ka aakhari din hai
Jago re, jago re, jago re, jago re, jago
Shuru ho gayi hai aaj jung hamari, aaj jung hamari
Jago re, jago re, jago re, jago re, jago
Ye jo ja rahe hai leke unchi sawari
Utni gati dhimi hui jitni ye bhari
Dukhiyo ki fariyaad kya sunenge ye huzur
Janta ki pahuch se hai ye dur bahut dur
Aaj ka din sab dukho ka aakhari din hai
Aaj ka din sab dukho ka aakhari din hai
Jago re, jago re, jago re, jago re, jago
Shuru ho gayi hai aaj jung hamari, aaj jung hamari
Jago re, jago re, jago re, jago re, jago
Nariya sukumariya chingariya bani
Tod tad ghungte ranchandiya bani
Matribhumi se badi mata nahi koi
Desh prem se bada nata nahi koi
Matribhumi se badi mata nahi koi
Desh prem se bada nata nahi koi
Aaj ki nari ne ghar ki kaid ko toda
Desh ke liye pati ka sath bhi chhoda
Desh nahi pyara jinhe pyari gaddiya
Pyari gaddiya, pyari gaddiya
Nast kar rahe hai desh ki jo shaktiya
Desh ki jo shaktiya, desh ki jo shaktiya
Chhodni padengi unhe aaj kursiya
Aaj kursiya, aaj kursiya
Chhodni padengi, aaj kursiya
Chhodni padengi, aaj kursiya
Chhodni padengi, aaj kursiya
Aaj kursiya, aaj kursiya
Chhodni padengi unhe aaj kursiya
Janta uda degi aaj unki dhajiya
Janta uda degi aaj unki dhajiya
Uda degi dhajiya
Uda degi dhajiya..
Song Details
- Movie
- Aaj Ka M.L.A. Ram Avtar
- Artist
- Bappi Lahiri
- Music Directory
- Bappi Lahiri
- Music Label
- Saregama
- Singers
- Asha Bhosle, Mahendra Kapoor
- Lyricist
- Indeevar (Shyamalal Babu Rai)