Are gokul ki galiyo ne dekhi
Are kanha teri lila nyari
Are nanha kanha chota kanha dikhta hai
Bhol bada par chutkiyo me
Asmaa se chand hai leke udda
Are apna kanhapyara kanha dheere se howe bada
Uski in sararato me raj hai ghahra chupa
Are ho are ho hamne dekhi sabne
Dekhi chhin nak chhin chhin
Are kanha teri lila nyari chhin nak chhin chhin
Are ankhe bachake sabse chhupake
Makhan churane do ae gaiya charake
Sabko nachake bansi bajane do
Dhin tanana, Dhin tanana, Dhin tanana na
Dhin tanana, Dhin tanana, Dhin tanana na
Sawala salona hai wo hirniyo ka chhona hai wo
Morpankh sar pe hai uske jada
Gopiyo ki matki fode papiyo ka dam tode
Is nagar har ghar ko hai sukh se bhara
Bansi baaje dekho bansi baje re
Radha naache dekho radha nachhe re
Are gokul ki galiyo ne dekhi chhin nak chhin chhin
Are kanha teri lila nyari chhin nak chhin chhin
Are ankhe bachake sabse chhupake makhan churane do
Ae gaiya charake sabko nachake bansi bajane do
Dhin tanana, Dhin tanana, Dhin tanana na
Dhin tanana, Dhin tanana, Dhin tanana na
Isme dagkar bolo kitni chitiya
Hathi ke chiti apna kanha
Kisi se bhi na hai dara
Kanha dekho khilkhilaye
Maa yasoda muskuraye
Jag sara nanhe se mukh me bhara
Bansi baaje dekho bansi baje re
Radha naache dekho radha nachhe re
Are gokul ki galiyo ne dekhi chhin nak chhin chhin
Are kanha teri lila nyari chhin nak chhin chhin
Are nanha kanha cChota kanha dikhta hai bhol bada
Par chutkiyo me asmaa se chand hai leke udda
Song Details
- Movie
- Krishna Aur Kans
- Artist
- Shantanu Moitra
- Music Directory
- Shantanu Moitra
- Music Label
- T-Series Music
- Singers
- Shravan Suresh
- Lyricist
- Swanand Kirkire