Itna mazaa kyun aa raha hai
Tune hawa mein bhaang milaya
Dugna nasha kyun ho raha hai
Aankhon se meetha tune khilaya
Ho teri malmal ki kurti gulabi ho gayi
Manchali chaal kaisa nawaabi ho gayi
Toh balam pichkari jo tune mujhe maari
Toh seedhi saadhi chhori sharaabi ho gayi
Haan jeans pehan ke jo tune mara thumka
Toh lattu padosan ki bhaabhi ho gayi
Haan balam pichkari jo tune mujhe maari
Toh seedhi saadhi chhori sharaabi ho gayi
Haan jeans pehan ke jo tune mara thumka
Toh lattu padosan ki bhaabhi ho gayi
Hey kyun no vaccancy ki hothon pe gaali hai
Jabke tera dil ka kamra toh khali hai
[Kamra toh khali hai
Kamra toh khali hai]
Mujhko pata hai re kya chahta hai tu
Only bhajan teri duniya kawaali hai
Zulmi yeh hazir jawaabi ho gayi
Tu toh har taaley ki aaj chaabi ho gayi
Toh balam pichkari jo tune mujhe maari
Toh seedhi saadhi chhori sharaabi ho gayi
Haan jeans pehan ke jo tune mara thumka
Toh lattu padosan ki bhaabhi ho gayi
Balam pichkari jo tune mujhe maari
Toh seedhi saadhi chhori sharaabi ho gayi
Haan jeans pehan ke jo tune mara thumka
Toh lattu padosan ki bhaabhi ho gayi
Haan bole re zamana kharaabi ho gayi
Haan bole re zamana kharzabi ho gayi
Song Details
- Movie
- Yeh Jawaani Hai Deewani
- Artist
- Pritam Chakraborty
- Music Directory
- Pritam Chakraborty
- Music Label
- T-Series Music
- Singers
- Shalmali Kholgade, Vishal Dadlani
- Lyricist
- Amitabh Bhattacharya