Yeh reshmi zulfein
Yeh sharbati aankhein
Ek sawaal ka ek jawaab (Aisa kaisa, aisa kaisa)
Teri neeyat ka hoga hisaab (Aisa kaisa, aisa kaisa)
Ek sawaal ka ek jawaab
Teri neeyat ka hoga hisaab
Yahaan jagaa tu apni raza
Nahi to saansein teri bann jaaye na sazaa (If you lie you die…)
Kal kare so aaj kar aaj kare so ab
Qismat teri khul jayegi game hai gazab
Kal kare so aaj kar aaj kare so ab
Qismat teri khul jayegi game hai gazab
If you lie you die (Table No 21)
If you lie you die (Table No 21)
Yeh reshmi zulfein
Yeh sharbati aankhein
Ye theen andaaz
sab ke kelneke hai
Niraale andaaz
sabke kelneke hain
Karde fana tu saara jahan
Kya phalak kya zameen, Na rahe koi nishaan
If you lie you die
Kal kare so aaj kar aaj kare so ab
Qismat teri khul jayegi game hai gazab
Table No. 21
Mujhse ab meri kismat ke fasaane na kaho
Qatra qatra jee raha hun bahaane na kaho
Paisa aisa kaisa paisa, paisa aisa kaisa paisa
Ummeedon ki tum meri nilaami na karo
Yeh reshmi zulfein
Yeh sharbati aankhein
Zamaane ko na dekh
Hai tere paas mauka ek
Khayalon ko na phenk
Hai tere paas mauka ek
Apne pe bharosa, Agar tujhe hai itna
Toh aake aazmaale apni kismat tu yahaan
If you lie you die
Kal kare so aaj kar aaj kare so ab
Qismat teri khul jayegi game hai gazab
Kal kare so aaj kar aaj kare so ab
Qismat teri khul jayegi game hai gazab
Table No 21
Song Details
- Movie
- Table No. 21
- Artist
- Gajendra Verma
- Music Directory
- Gajendra Verma
- Duration
- 2:43
- Music Label
- Eros Music
- Singers
- Neeraj Shridhar, Jaspreet Jasz
- Lyricist
- Aseem Ahmed Abbasee