Paidal ho tum manji hai dur
Hamdardi hai tumse huzur
Maine kaha mohataram ruke hue kyu hai kadam
Maine kaha mohataram ruke hue kyu hai kadam
Kahe ka hai intzar
Mana ke hai lamba safar,par tumhe hai kahe ka dar
Chadti jawani hai rut bhi suhani hai manjil bhi rahi pukar
Maine kaha mohataram ruke hue kyu hai kadam
Chalne me paw thak jaye jo tumhare
Le lena dam kahi baith ke pyare
Chalne me paw thak jaye jo tumhare
Le lena dam kahi baith ke pyare
Rahi ko hai thandi chaw jaruri
Baho me ho ya nadi ke kinare
Jana abhi hai tumko dur, mera kaha karna jurur
Maine kaha mohataram ruke hue kyu hai kadam
Maine kaha mohataram ruke hue kyu hai kadam
Dekho kisi bekhata ki aise hasi na udao
Lagata hai ye bhi kahoge alha hame na satao
Chalo re sakhiyo chane utaro
Ise to lat me fasa ke maro
Dekho kisi bekhata ki aise hasi na udao
Lagata hai ye bhi kahoge alha hame na satao
Kar do muaf mera kusur, had ho gayi ab to huzur
Maine kaha mohataram ruke hue kyu hai kadam
Samjhe na mohataram ruke hue kyu hai kadam
Kahe ka hai intazar
Mana ke hai lamba safar,par tumhe hai kahe ka dar
Chadti jawani hai rut bhi suhani hai manjil bhi rahi utar
Maine kaha mohataram ruke hue kyu hai kadam
Maine kaha mohataram sun liya mohataram
Are maine kaha mohataram sun liya mohataram..
Song Details
- Movie
- Baazi
- Artist
- Anand Milind
- Music Directory
- Anand Shrivastav, Milind Shrivastav
- Music Label
- S-Series
- Singers
- Sadhana Sargam, Udit Narayan
- Lyricist
- Sameer