Tan Pe Lagti Kaanch Ki Bunde By Shaarang Dev

Jise tum bhatakna kehti ho na mansi
Me use kuch aur kahene ki kosish karta hoon
Ek dusre ko chaahane ki talaash
Me is jameen par bhatktaa hu kitni sadiyoo se
Gira hai waqt se kat ke jo lamhaa
Uski taraha
Watan milaa to gali gali me bhatkta rahaa
Gali me ghar kaa nishaan dhundhta rahaa barsoo
Tunhari ruh me ab jism me bhatakta hoon
Tumhi jaanne ki saayad muje panaah mile

Kaanch ki boondein hmmm hmm
Tan pe lagti
Kaanch ki boondein..
Mann pe lage to jaane
Tan pe lagti
Kaanch ki boondein..
Mann pe lage to jaane
Tan pe lagti
Kaanch ki boondein..
Mann pe lage to jaane

Barf se thandi
Aag ki boondein..
Barf se thandi
Aag ki boondein..
Dard chuge to jaane
Tan pe lagti
Kaanch ki boondein..
Mann pe lage to jaane

Lal sunehri
Chingaari si
Lal sunehri
Chingaari si
Belein jhoolti rehti hain..
Lal sunehri
Chingaari si
Belein jhoolti rehti hain..
Baahar gulmohar
Ki lapte..
Baahar gulmohar
Ki lapte..
Dil mein uge to jaane
Tan pe lagti
Kaanch ki boondein..
Mann pe lage to jaane

Baarish lambe..
Lambe haathon se
Jab aakar..chhooti hai
Baarish lambe..
Lambe haathon se
Jab aakar..chhooti hai
Yeh lohaan si saansein hain jo
Yeh lohaan si saansein thodi..
Der rukein to jaane
Tan pe lagti
Kaanch ki boondein..
Mann pe lage to jaane
Barf se thandi
Aag ki boondein..
Barf se thandi
Aag ki boondein..
Dard chuge to jaane
Tan pe lagti
Kaanch ki boondein..
Mann pe lage to jaane..

Song Details
Movie
Aastha In The Prison Of Spring
Artist
Shaarang Dev
Music Directory
Shaarang Dev
Music Label
Saregama
Singers
Sriradha Bannerjee
Lyricist
Gulzar (Sampooran Singh Kalra)

more lyrics from Aastha: In The Prison Of Spring

He Kali Kali Raat
Jai Jai Nath
Labo Se Chum Lo
Tan Pe Lagti Kaanch Ki Bunde
Tum Tanana Tere Na