Jab se dekha hai tujhe saajan saajan
Tu hi hai mere dil ki dhadkan dhadkan
Jab se dekha hai tujhe saajan saajan
Tu hi hai mere dil ki dhadkan dhadkan
Main tha sharmila
Main tha sharmila
Par jaane kab aur kyu kaise teri har ada par yeh
Chhora fisal gaya
Chhora fisal gaya
Jab se dekha hai tujhe saajan saajan
Tu hi hai mere dil ki dhadkan dhadkan
Main thi sharmila
Main thi sharmila
Par jaane kab aur kyu kaise teri har ada par yeh
Chhori fisal gayi
Chhori fisal gayi
Na na karte karte main ikraar kar baitha
Tu jeeti main aakhir tujhse pyar kar baitha
Na na karte karte main ikraar kar baitha
Tu jeeti main aakhir tujhse pyar kar baitha
Dekh ke tere yeh solah singhaar hai o chhori
Chhora fisal gaya
Chhora fisal gaya
Jab se dekha hai tujhe saajan saajan
Tu hi hai mere dil ki dhadkan dhadkan
Main thi sharmila
Main thi sharmila
Par jaane kab aur kyu kaise teri har ada par yeh
Chhori fisal gayi
Chhori fisal gayi
Kitna pyar tumhe karte hai hamne aaj yeh jaana
Bhool ke duniya ka darr hamne tumko saajan maana
Kitna pyar tumhe karte hai hamne aaj yeh jaana
Bhool ke duniya ka darr hamne tumko saajan maana
Tere pyar mein ho gayi paagal
Haai o mere chhore yeh
Chhori fisal gayi
Chhori fisal gayi
Jab se dekha hai tujhe saajan saajan
Tu hi hai mere dil ki dhadkan dhadkan
Main tha sharmila
Main tha sharmila
Par jaane kab aur kyu kaise teri har ada par yeh
Chhora fisal gaya
Chhora fisal gaya
Jab se dekha hai tujhe saajan saajan
Tu hi hai mere dil ki dhadkan dhadkan
Main thi sharmila
Main thi sharmila
Par jaane kab aur kyu kaise teri har ada par yeh
Chhori fisal gayi
Chhori fisal gayi
Chhora fisal gaya
Chhora fisal gaya..
Song Details
- Movie
- Bandhan
- Artist
- Various Artists
- Music Directory
- Anand Raj Anand, Himesh Reshammiya
- Music Label
- Venus Records
- Singers
- Alka Yagnik, Udit Narayan
- Lyricist
- Sudhakar Sharma