Mujhe Jab Jab Bahaaron Ka Jamaana Yaad Aayega from Khandan Movie (Ravi Shankar Sharma (Ravi))

Mujhe jab jab bahaaron ka jamaana yaad aayega
Kahin aapna bhi tha ek aashiyaana yaad aayega
Kal chaman tha aaj ek sehra huwa
Dekhate hi dekhate yeh kya huwa
Kal chaman tha aaj ek sehra huwa
Dekhate hi dekhate yeh kya huwa
Kal chaman tha

Mujhko barbaadi ka koyi ghum nahi
Mujhko barbaadi ka koyi ghum nahi
Ghum hai barbaadi kyun charcha huwa
Kal chaman tha aaj ek sehra huwa
Dekhate hi dekhate yeh kya huwa
Kal chaman tha

Ek chhota sa tha mera aashiyaa
Ek chhota sa tha mera aashiyaa
Aaj tinake se alag tinaka huwa
Kal chaman tha aaj ek sehra huwa
Dekhate hi dekhate yeh kya huwa, kal chaman tha

Sochata hu apane ghar ko dekh kar
Sochata hu apane ghar ko dekh kar
Ho na ho yeh hai mera dekha huwa
Kal chaman tha aaj ek sehra huwa
Dekhate hi dekhate yeh kya huwa
Kal chaman tha

Dekhane waalo ne dekha hai dhunwa
Dekhane waalo ne dekha hai dhunwa
Kisane dekha dil mera jalata huwa
Kal chaman tha aaj ek sehra huwa
Dekhate hi dekhate yeh kya huwa
Kal chaman tha...

Song Details
Movie
Khandan
Artist
Ravi Shankar Sharma (Ravi)
Music Directory
Ravi Shankar Sharma (Ravi)
Music Label
Saregama
Singers
Mohammed Rafi
Lyricist
Rajendra Krishan

Other Lyrics from Khandan

Mujhe Jab Jab Bahaaron Ka Jamaana Yaad Aayega
Nil Gagan Par Udate Baadal
O Badi Der Bhai Nandalaalaa
Tu Hoke Bada Ban Jana Apni Mata Ka
Tumhi Mere Mandir
Yeh Mulaqat Ek Bahana Hai

Other popular Lyrics by Ravi Shankar Sharma (Ravi)

O Nile Parbaton Ki Dhaaraa (Aadmi Aur Insaan)
Bacha Le Ae Maula Ae Ram (Aadmi Aur Insaan)
Tum Aaye To Hum Ko (Dahleez)
Badle Badle Mere Sarkar (Chaudhvin Ka Chand)
Bairi Chod De Mera Raasta (Babul Ki Galiyaan)
Dil Ki Kahani (Chaudhvin Ka Chand)
Itni Haseen Itni Jawaan Raat (Aaj Aur Kal)
Mere Yaar Ki Shaadi Hai (Aadmi Sadak Ka)
Pehle Suoongi Phir (Babul Ki Galiyaan)
Yammaa (China Town)