Yahi To Din Hai Baharo Ke from Main Bhi Ladki Hoon Movie (Chitragupta Shrivastava)

Yahi to din hai baharo ke
Dupatto ke najaro ke
Rumalo ke isharo ke
Yahi to din hai baharo ke
Dupatto ke najaro ke
Rumalo ke isharo ke
Yahi to yahi to din hai
Yahi to din hai baharo ke

Jawani isko kahte hai
Ye befikri ka mausam hai
Jawani isko kahte hai
Ye befikri ka mausam hai
Ye hai jinda dilo ka saz
Diwano ki sargum hai
Na samjhao diwano ko
Diwano ka ye kahna hai
Yahi to din hai baharo ke
Dupatto ke najaro ke
Rumalo ke isharo ke
Yahi to yahi to din hai
Yahi to din hai baharo ke

Jawa rate umango ki
Hasi din hai murado ke
Jawa rate umango ki
Hasi din hai murado ke
Dilo me roz lagte
Hai naye mele irado ke
Irade to irade hai
Irado ka ye kahna hai
Yahi to din hai baharo ke
Dupatto ke najaro ke
Rumalo ke isharo ke
Yahi to din hai baharo ke

Kaha fir ye mulakate
Kaha ye wadiya hongi
Kaha fir ye mulakate
Kaha ye wadiya hongi
Ye sahjade kahi honge
Kahi sahjadiya hongi
Chalo chedo tarano ko
Tarano ka ye kahna hai
Yahi to din hai baharo ke
Dupatto ke najaro ke
Rumalo ke isharo ke
Yahi to yahi to din hai
Yahi to din hai baharo ke...

Song Details
Movie
Main Bhi Ladki Hoon
Artist
Chitragupta Shrivastava
Music Directory
Chitragupta Shrivastava
Music Label
Saregama
Singers
Asha Bhosle, Mohammed Rafi
Lyricist
Rajendra Krishan

Other Lyrics from Main Bhi Ladki Hoon

Aaye The Huzoor Bade Tan Ke
Chanda Se Hoga Woh Pyara
Krishna O Kale Krishna
Yahi To Din Hai Baharo Ke

Other popular Lyrics by Chitragupta Shrivastava

Dagabaaz Ho Banke Piya (Burmah Road)
Dagabaz Piya (Aulad)
Humne To Diya Ye Dil Tumhe (Burmah Road)
Dil Ka Diya Jalaa Ke Gaya (AakashDeep)
Beta Jamure Keh De Duniya Ko (Biradari)
Gaya Ujala Suraj (AakashDeep)
Bewafa Hai Hum (Aankh Micholi)
Suniye Jana Kya (AakashDeep)
Kare Kare Badra (Bhabhi)
Chal Ud Jaa Re Panchhi (Bhabhi)