Raat Chup Hai from Ustadon Ke Ustad Movie (Ravi Shankar Sharma (Ravi))

Tufano se takrayega
Lag jayegi naw kinare
Is jag mein hai jeet usi ki
Dukh mein jo himmat na hare

Raat chup hai chandani madhosh hai
Muskura bhi do fiza khamosh hai
Raat chup hai chandani madhosh hai
Muskura bhi do fiza khamosh hai

Tum hamesha muskurate hi rahe ho
Jindagi ke naaz uthate hi rahe ho
Aaj wo jalwa kaha ruposh hai
Muskura bhi do fiza khamosh hai
Raat chup hai chandani madhosh hai
Muskura bhi do fiza khamosh hai

Saaze dil par chhed do koi tarana
Jisko sun kar jhum uthe sara jamana
Hum bhi dekhe kisko kitna hosh hai
Muskura bhi do fiza khamosh hai
Raat chup hai chandani madhosh hai
Muskura bhi do fiza khamosh hai...

Song Details
Movie
Ustadon Ke Ustad
Artist
Ravi Shankar Sharma (Ravi)
Music Directory
Ravi Shankar Sharma (Ravi)
Music Label
Saregama
Singers
Asha Bhosle, Ravi Shankar Sharma (Ravi)
Lyricist
Asad Bhopali

Other Lyrics from Ustadon Ke Ustad

Haseeno Se Toh Bas
Maine Kaha Tha
Milte Hi Nazar Tumse
Raat Chup Hai
Sau Baar Janam Lenge

Other popular Lyrics by Ravi Shankar Sharma (Ravi)

O Nile Parbaton Ki Dhaaraa (Aadmi Aur Insaan)
Bacha Le Ae Maula Ae Ram (Aadmi Aur Insaan)
Tum Aaye To Hum Ko (Dahleez)
Itni Haseen Itni Jawaan Raat (Aaj Aur Kal)
Zindagi Ittafaaq Hai (Aadmi Aur Insaan)
Zindagi Ke Rang Kai (Aadmi Aur Insaan)
Mere Yaar Ki Shaadi Hai (Aadmi Sadak Ka)
Pehle Suoongi Phir (Babul Ki Galiyaan)
Bairi Chod De Mera Raasta (Babul Ki Galiyaan)
Dil Ki Kahani (Chaudhvin Ka Chand)