Jaan E Bahar Husn from Pyar Kiya To Darna Kya Movie (Ravi Shankar Sharma (Ravi))

Jaan e bahar husn
Teraa bemisaal hai
Jaan e bahar husn
Teraa bemisaal hai
Wallaah kamaal hai
Are wallaah kamaal hai
Jaan e bahar husn
Teraa bemisaal hai

Aayee hai mere paas tu
Iss aanban se
Aayee hai mere paas tu
Iss aanban se
Utaree ho jaise koyee
Paree aasmaan se
Mai kya kahu khushee se
Ajab meraa haal hai
Jaan e bahar husn
Teraa bemisaal hai
Wallaah kamaal hai
Are wallaah kamaal hai
Jaan e bahar husn
Teraa bemisaal hai

Haaye yeh teree mast
Adaaye yeh baakpan
Haaye yeh teree mast
Adaaye yeh baakpan
Kirno ko bhee mai chhune naa
Dunga teraa badan
Tujhse najar milaaye
Yeh kiskee majaal hai
Jaan e bahar husn
Teraa bemisaal hai
Wallaah kamaal hai
Are wallaah kamaal hai
Jaan e bahar husn
Teraa bemisaal hai

Mai khushnasib hu
Ke tujhe maine pa liya
Mai khushnasib hu
Ke tujhe maine pa liya
Tune karam kiya
Mujhe apna bana liya
Aise mile hain ham
Ke bicchardhna muhaal hai
Jaan e bahar husn
Teraa bemisaal hai
Wallaah kamaal hai
Are wallaah kamaal hai
Jaan e bahar husn
Teraa bemisaal hai...

Song Details
Movie
Pyar Kiya To Darna Kya
Artist
Ravi Shankar Sharma (Ravi)
Music Directory
Ravi Shankar Sharma (Ravi)
Music Label
Saregama
Singers
Mohammed Rafi
Lyricist
Shakeel Badayuni

Other Lyrics from Pyar Kiya To Darna Kya

Baharon Ki Kahani
Dil Tumko De Diya
Duniya Mein Mohabbat
Jaan E Bahar Husn
Jab Tak Hum Hai
Mohabbat Ka Nagma
Zindagi Kya Hai

Other popular Lyrics by Ravi Shankar Sharma (Ravi)

O Nile Parbaton Ki Dhaaraa (Aadmi Aur Insaan)
Bacha Le Ae Maula Ae Ram (Aadmi Aur Insaan)
Tum Aaye To Hum Ko (Dahleez)
Itni Haseen Itni Jawaan Raat (Aaj Aur Kal)
Zindagi Ittafaaq Hai (Aadmi Aur Insaan)
Zindagi Ke Rang Kai (Aadmi Aur Insaan)
Mere Yaar Ki Shaadi Hai (Aadmi Sadak Ka)
Pehle Suoongi Phir (Babul Ki Galiyaan)
Bairi Chod De Mera Raasta (Babul Ki Galiyaan)
Dil Ki Kahani (Chaudhvin Ka Chand)