Salamat Raho Salamat Raho from Parasmani Movie (Laxmikant Shantaram Kudalkar (Laxmikant Pyarelal), Pyarelal Ramprasad Sharma (Laxmikant Pyarelal))

Roshan tumhi se duniya raunaq ho tum jahan
Pholon me palne wali rani ho gulsitan ki
Salamat raho salamat raho salamat raho

Roshan tumhi se duniya raunaq ho tum jahan
Pholon me palne wali rani ho gulsitan ki
Salamat raho salamat raho salamat raho

Nazuk ho naz se bhi tum
Tum pyar se bhi pyare
Nazuk ho naz se bhi tum
Tum pyar se bhi pyare
Tum husn se haseen ho
Kya baat hai tumhari, kya baat hai tumhari
Ankhon me do jahan hain
Malik ho do jahan ki
Salamat raho salamat raho salamat raho

Dil chahey toot jaye
Mere dil se yunhi khelo
Dil chahey toot jaye
Mere dil se yunhi khelo
Jiti raho yunhi tum
Meri bhi umra le lo, meri bhi umra le lo
Meri bhi umra le lo
Kis din dua na mangi
Hamne tumhari jaan ki
Salamat raho, salamat raho

Roshan tumhi se duniya raunaq ho tum jahan
Pholon me palne wali rani ho gulsitan ki
Salamat raho salamat raho salamat raho...

Song Details
Movie
Parasmani
Artist
Laxmikant Shantaram Kudalkar (Laxmikant Pyarelal), Pyarelal Ramprasad Sharma (Laxmikant Pyarelal)
Music Directory
Laxmikant Shantaram Kudalkar (Laxmikant Pyarelal), Pyarelal Ramprasad Sharma (Laxmikant Pyarelal)
Music Label
Saregama
Singers
Mohammed Rafi
Lyricist
Indeevar (Shyamalal Babu Rai)

Other Lyrics from Parasmani

Chori Chori Jo Tumse Mili
Hasta Hua Nurani Chehra
Mere Dil Mein Halki Si
Salamat Raho Salamat Raho
Uyi Maa Uyi Maa Yeh Kya Ho Gaya
Woh Jab Yaad Aaye

Other popular Lyrics by Laxmikant Shantaram Kudalkar (Laxmikant Pyarelal), Pyarelal Ramprasad Sharma (Laxmikant Pyarelal)

Ajnabi Tum Jane Pechane Se (Hum Sab Ustad Hain)
Devi Mata Rani (Swarag Se Sunder)
Apna Ghar Hai Swarag Se Sunder (Swarag Se Sunder)
Allah Kare Tu Bhi Aa Jaye (Mr. X in Bombay)
Koyee Jab Rah Naa Paye Mere Sang Aaye (Dosti)
Mai Na Kisi Ka Aitbar Karungi (Boxer)
Mere Dil Mein Halki Si (Parasmani)
Mere Mehboob Qayamat Hogi (Mr. X in Bombay)
Pyar Baant Te Chalo (Hum Sab Ustad Hain)
Rahi Manva Dukh Ki Chinta Kyu Satati Hai (Dosti)