Bhagvan Ik Kusur Kee from Gehra Daag Movie (Ravi Shankar Sharma (Ravi))

Julm ke tir chale kuch ese
Loot gaya dil ka baag
Duniyaa ne wo jakhm diya
Jo ban gaya gehara daag

Bhagvan ik kusur kee itanee badee saja
Duniya teree yahee hai toh duniya se mai chala
Bhagvan ik kusur kee itanee badee saja
Duniya teree yahee hai toh duniya se mai chala

Duniya ke jalimo ne chalayee woh aandhiya
Duniya ke jalimo ne chalayee woh aandhiya
Chalayee woh aandhiya
Sare chirag bujh gaye mai dekhata raha
Duniya teree yahee hai toh duniya se mai chala
Bhagvan ik kusur kee itanee badee saja
Duniya teree yahee hai toh duniya se mai chala

Mujh sa badanasib naa ho koi jahan me
Mujh sa badanasib naa ho koi jahan me
Koi jahan me
Jo bhee mila usine gunahagar hee kaha
Duniya teree yahee hai toh duniya se mai chala
Bhagvan ik kusur kee itanee badee saja
Duniya teree yahee hai toh duniya se mai chala...

Song Details
Movie
Gehra Daag
Artist
Ravi Shankar Sharma (Ravi)
Music Directory
Ravi Shankar Sharma (Ravi)
Music Label
Saregama
Singers
Mohammed Rafi
Lyricist
Shakeel Badayuni

Other Lyrics from Gehra Daag

Bhagvan Ik Kusur Kee
Main Teri Hui Re Balma
Subah Ka Bhoola
Tere Ho Gayi Mai
Tumhe Pake Hamne
Udta Hua Ek Panchhi

Other popular Lyrics by Ravi Shankar Sharma (Ravi)

O Nile Parbaton Ki Dhaaraa (Aadmi Aur Insaan)
Bacha Le Ae Maula Ae Ram (Aadmi Aur Insaan)
Tum Aaye To Hum Ko (Dahleez)
Badle Badle Mere Sarkar (Chaudhvin Ka Chand)
Bairi Chod De Mera Raasta (Babul Ki Galiyaan)
Dil Ki Kahani (Chaudhvin Ka Chand)
Itni Haseen Itni Jawaan Raat (Aaj Aur Kal)
Mere Yaar Ki Shaadi Hai (Aadmi Sadak Ka)
Pehle Suoongi Phir (Babul Ki Galiyaan)
Yammaa (China Town)