Jidhar ji mein aaya udhar hum chale
Jidhar ji mein aaya udhar hum chale
Hume duniya se kya wo mare ya jale
Wo mare ya jale
Hume duniya se kya wo mare ya jale
Wo mare ya jale
Jinki kismat me aish likha hai
Aish karte hai aur jite hai
Jinki kismat me aish likha hai
Aish karte hai aur jite hai
Aah bharna hai jinki kismat me
Aah bharte hai ashq pite hai
Jindagi kya hai ek hungama
Ek hungama roj ho jaye
To kahe bahar kya jina
Jindagi bahar ho jaye
Jidhar ji mein aaya, jidhar ji mein
Aaya udhar hum chale
Hume duniya se kya wo mare ya jale
Wo mare ya jale
Hume duniya se kya wo mare ya jale
Wo mare ya jale
Aadami ko mili hai kyu aankhein
Dekh le jis kadar najare hai
Aadami ko mili hai kyu aankhein
Dekh le jis kadar najare hai
Jindagi naam baharo ka
Hum baharo ka ras nichodenge
Jindagi ek baar milati hai
Ek armaan bhi na chhodenge
Jidhar ji mein aaya
Jidhar ji mein aaya udhar hum chale
Hume duniya se kya wo mare ya jale
Wo mare ya jale
Hume duniya se kya wo mare ya jale
Wo mare ya jale
Jindagi teri ek hulchal hai
Rasm hai saaj hai tarana hai
Jindagi teri ek hulchal hai
Rasm hai saaj hai tarana hai
Ek jaga par paiyam kya karna
Har chaman tera aasiyana hai
Ek pal girna sikhne me bite
Muskurata geet gata ja
Aur duniya jo raah me aaye
Ek thokar use lagata ja
Jidhar ji mein aaya
Jidhar ji mein aaya udhar hum chale
Hume duniya se kya wo mare ya jale
Wo mare ya jale
Hume duniya se kya wo mare ya jale
Wo mare ya jale...
Ae Mere Pyar Bata |
Jidhar Ji Mein Aaya |
Maan Galiyon Ki Maati Chhane |
Tumne Hansi Hi Hansi Mein |
Ye Ras Teri Baton Ka |