Main Kal Phir Miloongi from Dr. Vidya Movie (Sachin Dev Burman)

Main kal phir miloongi
Main kal phir miloongi isi gulsita me
Yahi sham ko fir mulakat hogi
Nigah jhuka kar jo kahni hai tumse
Jara ye to socho wo kya bat hogi
Nigahe jhuka kar

Tum aaogi jin raho se unko saja du
Mai kate hatake waha kalia bichadu
Mai gulshan me aaungi nagme sunati
In aankho me hongi jawa aarzue
Nigaho me ulfat ki so bat hogi
Nigahe jhuka kar

Bahut suni suni mere jiwan ki rahe
Kisi humsafat ko dhunde meri nigahe
Sunate ho tum to piya apni kahani
Jara ye bhi socho ke tumse bichad ke
Kasak kya mere dil me din rat hogi
Nigahe jhuka kar

Abhi tum chali jaogi karke bahana
Magar shart ye hai mere sapno me aana
Mai sapno me aaungi hasti lazati
Udhar husn hoga tera chand jaisa
Idhar gesuo ki hasi rat hogi
Nigah jhuka kar jo kahni hai tumse
Jara ye to socho wo kya bat hogi
Mai kal fir milungi isi gulsita me
Yahi sham ko fir mulakat hogi
Main kal phir miloongi...

Song Details
Movie
Dr. Vidya
Artist
Sachin Dev Burman
Music Directory
Sachin Dev Burman
Music Label
Saregama
Singers
Lata Mangeshkar, Mohammed Rafi
Lyricist
Majrooh Sultanpuri

Other Lyrics from Dr. Vidya

Aye Dil E Awaara
Bheegi Bheegi Aankhon Pe
Jaani Tum To Dole Daga Deke
Khanke Kangna Bindiya Hanse
Main Kal Phir Miloongi
Pawan Diwani Na Maane
Yoon Hans Hans Ke Na Dekho

Other popular Lyrics by Sachin Dev Burman

Neend Churayi Chain Churaye (Anuraag)
Ab Ke Baras Bhejo Bhaiya Ko Baabul (Bandini)
Baharon Ki Mehfil Suhani Rahegi (Benazir)
Kanto Se Khich Ke Ye Aanchal (Guide)
Mubarak Ho Mubarak Ho (Bewaqoof)
Na Tel Aur Na Baati (Ek Ke Baad Ek)
Saiyyan Dil Main Aana (Bahar)
Aankh Khulte Hi Tum (Munimji)
Ae Zindagi Ke Rahi (Bahar)
Ankhon Se Ankho Ka (Bewaqoof)