Tu Bombayi Ki Bottle from Desh Ke Dushman Movie (Various Artists)

Oho tu bombayi ki bottle aur
Main hoon jatt panjabi
Tu bombayi ki bottle aur
Main hoon jatt panjabi

Honth mosmbi aankha anguri
Gaal hain tere ghulabi
Agar tu chadh jayegi
Mushibat pad jaayegi
Agar tu chadh jayegi
Mushibat pad jaayegi

Tu bombayi ki bottle aur
Main hoon jatt panjabi
Honth mosmbi aankha anguri
Gaal hain tere ghulabi
Agar tu chadh jayegi
Mushibat pad jaayegi
Agar tu chadh jayegi
Mushibat pad jaayegi pad jaayegi

Ek do teen chaar somvaar
Mangalvaar budhvaar veervaar
Shukravaar tera thumka gaya maar re

Roj roj nahi aati hai aisi rangeeli shyaam
Tu deti rahe main leta rahu tere hathon se jaam
Tere husn ki garmi se mera khoon bana hai paani
Are jaam ke saath tujhe pee jau
Dil mein yahi hai thani
Jab andar badh jaayegi
Mushibat pad jaayegi
Jab andar badh jaayegi
Mushibat pad jaayegi

Jee chaahta hai ki main aaj
Sab ke bhare peeyale todu
Jo bhi mere samne aaye
Usko kabhi na chhodu
Aaj main aisa karu hungama
Sun o nasheele naare
Haan yaad rakhengi mujhko baaki
Bhul jaayenge saare
Jo masti chadh jaayegi
Mushibat pad jaayegi
Jo masti chadh jaayegi
Mushibat pad jaayegi pad jaayegi

One two three four once more once more
Hor hor hor o teri heerani jaisi tore

Zaher peelakar logo ko jo tune paap kamaye
Desh ke dushman teri karni tere aage aaye
Tum jaise jaalaado ki mere aage kyaa hai hasti
Are abhi mitta ke rakhdoonga tere maut ki basti
Ke basti ujjad jayegi
Jo masti chadh jaayegi
Ye basti ujjad jayegi
Jo masti chadh jaayegi

Tu bombayi ki bottle aur
Main hoon jatt panjabi
Honth mosmbi aankha anguri
Gaal hain tere ghulabi
Agar tu chadh jayegi
Mushibat pad jaayegi
Agar tu chadh jayegi
Mushibat pad jaayegi pad jaayegi
O anguri tu mere liye bahut jaruri...

Song Details
Movie
Desh Ke Dushman
Artist
Various Artists
Music Directory
Master Sonik, Om Prakash Sharma
Music Label
T-Series
Singers
Amit Kumar
Lyricist
Verma Malik

Other Lyrics from Desh Ke Dushman

Eid Ke Din Aaj Mujhko
Jo Mujhe Dekhega
Main Hoon Nagina
Shikari Brahmchari
Tu Bombayi Ki Bottle
Vande Matram

Other popular Lyrics by Various Artists

Dhak Dhak (Nautanki Saala)
Tu Hai Rab Mera (Zila Ghaziabad )
Mashallah (Ek Tha Tiger)
Arzoo (Blood Money)
Bin Tere (Chakradhar)
Maula (Jism 2)
Kya Raaz Hai (Raaz 3 )
Om Namo Namah Krishan (Main Krishna Hoon)
Jungle Hai Aadhi Raat (Biwi No. 1)
Billori (Chakradhar)