Baj Utha Saanson Mein from Eeshwar Movie (Various Artists)

O ho ho ho ho
O ho ho ho ho baj utha saanson mein
Baj utha saanson mein saawan pyaar ka
Sangeet koi koi, maun dhadkan maun dhadkan
Ga rahi hai ga rahi hai
Ansuna sa geet koi
O ho ho ho ho baj utha saanson mein
O ho ho ho ho baj utha saanson mein saawan pyaar ka sangeet koi
Maun dhadkan ga rahi hai ansuna sa geet koi
Ansuna sa geet koi
O ho ho ho ho



Praan ka pyaasa papiha, praan ka pyaasa papiha
Aaj saawan ko pukaareaaj, saawan ko pukaare
Abb toh tapate pyaase mann pe banake amrit baras ja re
Banake amrit baras ja re
Haule haule palake khole mann mein soi preet koi
Maun dhadkan ga rahi hai ansuna sa geet koi
Ansuna sa geet koi
O ho ho ho ho



Mandir mein jalate diye ki
Mandir mein jalate diye ki
Lau mann mein jhilmilaaye
Lau mann mein jhilmilaaye
Chal rahe hai pichhe pichhe, o pichhe pichhe
Ek hi tan ke do saaye, do saaye
Banake saaya chhu raha mann aaj mann ka meet koi
Maun dhadkan ga rahi hai ansuna sa geet koi
Ansuna sa geet koi



Chaahat ka chumban banaake
Chaahat ka chumban banaake
Adharon pe tujhako saja lu
Adharon pe tujhako saja lu
Baandh aalingan ka bandhan, tujhako tujhase chura lu
Tujhako tujhase chura lu
?? Tab deewaane preet maane reet koi
Maun dhadkan ga rahi hai ansuna sa geet koi
Ansuna sa geet koi
Baj utha saanson mein saawan pyaar ka
Sangeet koi koi….

Song Details
Movie
Eeshwar
Artist
Various Artists
Music Directory
Laxmikant Shantaram Kudalkar (Laxmikant Pyarelal), Pyarelal Ramprasad Sharma (Laxmikant Pyarelal)
Music Label
T-Series
Singers
Kavita Krishnamurthy, Nitin Mukesh Chand Mathur
Lyricist
Anjaan

Other Lyrics from Eeshwar

Aage Sukh To Peeche Dukh
Baj Utha Saanson Mein
Dharmam Sharnam Gachhami
Kaushalya Main Teri
Ramji Ne Dhanush Toda

Other popular Lyrics by Various Artists

Dhak Dhak (Nautanki Saala)
Tu Hai Rab Mera (Zila Ghaziabad )
Mashallah (Ek Tha Tiger)
Arzoo (Blood Money)
Bin Tere (Chakradhar)
Maula (Jism 2)
Kya Raaz Hai (Raaz 3 )
Om Namo Namah Krishan (Main Krishna Hoon)
Jungle Hai Aadhi Raat (Biwi No. 1)
Billori (Chakradhar)