Main sar se hoon paanav tak gulabi gulabi
Adaayein hain meri sharabi sharabi
Main sar se hoon paanav tak gulabi gulabi
Adaayein hain meri sharabi sharabi
Hai usme mujh jaise hai masum betar
Dikha ke adaaon ke apni yeh tewar
Khud ko tabah karogi humko maar dalogi
Arey dil de do kya dil ka achar dalogi
Arey dil de do kya dil ka achar dalogi
Arey de do
Aashiq hazare dekhe sare ke saare dekhe
Sab ke sandese pade sab ke ishare dekhe
Hoyye hoyye hoyye…
Aankhon mein nur leke dil mein surur leke
Kitne pade hain yahan ishq ka fitur leke
Tu bijeeli hai bijeeli hai tujh mein current
Tu zulfe ghuma de toh ud jaye cent
Arey dil de do kya dil ka achar dalogi
Arey dil de do kya dil ka achar dalogi
Arey de do
Aashiq purane mere saare diwane mere
Billoo kya tilloo saare andaaz jaane mere
Hoye hoye hoye…………..
Haan kis ko qarar dungi kis ko deedar dungi
Wo hai nasib wala jisko main pyar dungi
Wade pe wada kiye ja rahi ho
Gazab yeh gazab kya kiye ja rahi ho
Arey khud ko tabah karogi hum ko maar dalogi
Arey dil de do kya dil ka achar dalogi
Arey dil de do kya dil ka achar dalogi
Arey de do
Main sar se hoon paanv tak gulabi gulabi
Adaayein hain meri sharabi sharabi
Hai usme mujh jaise hai masoom betar
Dikha ke adaao’ n ke apni yeh tewar
Khud ko tabah karogi humko maar dalogi
Arey dil de do kya dil ka achar dalogi
Arey dil de do kya dil ka achar dalogi
Arey de do.
Bin Bulaye Baraati |
Dil Ka Achar |
Kismat |
Sawan Ka Tha Mahina |
Shalu |