Ye Qismat Hai Kya from Ghar Ka Chiraag Movie (Bappi Lahiri)

Har dua ek baddua kyu
Kyun ban gayi pal me yaha
Bewafa kismat bhi
Uth gaya sar se hath ma
Ye kismat hai kya janta hai wahi
Zamane me hai jiski kismat buri

Aadmi khud ko insa bana na saka
Apni kismat bnayega kya aadmi
Ye kismat hai kya janta hai wahi
Zamane me hai jiski kismat buri

Ye kismat hai karti ajab faisle
Yaha milke sab kuch bhi kuch na mile
Bhatkti hai yu dar badar zindagi
Ke marke bhi insa mar na sake
Ye kismat hai kya janta hai wahi
Zamane me hai jiski kismat buri

Ek thokar lagi tuta sara nasha
Ab jana kaha kuch nahi hai pata
Lake kismat ne chhoda hai kis mod par
Jo musafir tha khud ban gaya rashta
Ye kismat hai kya janta hai wahi
Zamane me hai jiski kismat buri
Aadmi khud ko insa bana na saka
Apni kismat bnayega kya aadmi...

Song Details
Movie
Ghar Ka Chiraag
Artist
Bappi Lahiri
Music Directory
Bappi Lahiri
Music Label
Tips Music
Singers
Mohammed Aziz
Lyricist
Anjaan, Sikander Bharti

Other Lyrics from Ghar Ka Chiraag

Aye Kash Tum Kahdo Kabhi
Dil Lene Aaya Hoon
Papa Mere Papa
Tutak Tutak Tutiyan
Ye Qismat Hai Kya

Other popular Lyrics by Bappi Lahiri

Khali Peeli Pyar Se (Aitbaar)
Malik Mere Hoton Pe Sab Ke (Aakhri Ghulam)
Shanivar Tak Woh (Aaj Ka Daur)
Lag Ja Gale (Tamacha)
Mitwa Bhool Na Jana (Kab Tak Choop Rahoongi)
Pyar Mila To Jaana (Aakhri Ghulam)
Saiyan Bina Ghar Suna (Aangan Ki Kali)
Sajan Aa Jao (Aag Hi Aag)
Chalte Chalte (Chalte Chalte)
Deewana Hai Kar Gayi (Aangan Ki Kali)