Ishq Kee Rangin Vaade Se from Jhoola Movie (Salil Chowdhury)

Dur bahut aabadee se
Ishq kee rangin vadee se
Yeh kaun sada deta hai
Pyar bhara ik dil hoga
Ya koyee bismil hoga
Jo apna pata deta hai

Dur bahut aabadee se
Ishq kee rangin vadee se
Yeh kaun sada deta hai
Pyar bhara ik dil hoga
Ya koyee bismil hoga
Jo apna pata deta hai

Lehratee see yeh raahe
Na jane kisko chaahe
Lehratee see yeh raahe
Na jane kisko chaahe
Kiske didar kee pyasee
Hain inakee khulee nigaahe
Kiske didar kee pyasee
Hain inakee khulee nigaahe
Aas lagaye baithe rehana
Bhee toh maja deta hai
Dur bahut aabadee se
Ishq kee rangin vadee se
Yeh kaun sada deta hai
Pyar bhara ik dil hoga
Ya koyee bismil hoga
Jo apna pata deta hai

Yeh parabat unche unche
Kamoshee ke afasane
Yeh parabat unche unche
Kamoshee ke afasane
Kyun dur khade bastee se
Honge yeh bhee deewane
Kyun dur khade bastee se
Honge yeh bhee deewane
Jane kis kisko
Deewana pyar bana deta hai

Dur bahut aabadee se
Ishq kee rangin vadee se
Yeh kaun sada deta hai
Pyar bhara ik dil hoga
Ya koyee bismil hoga
Jo apna pata deta hai...

Song Details
Movie
Jhoola
Artist
Salil Chowdhury
Music Directory
Salil Chowdhury
Music Label
Saregama
Singers
Lata Mangeshkar, Mukesh Chand Mathur (Mukesh)
Lyricist
Rajendra Krishan

Other Lyrics from Jhoola

Aag Panee Me Lagee
Aankhon Se Kaajal
Ek Samay Par
Insaan Ki Zindagi Hai
Ishq Kee Rangin Vaade Se
Sajana Meraa Dil
Unase Bichhad Ke

Other popular Lyrics by Salil Chowdhury

Aaj koi Nahi Apna (Agni Pareeksha)
Balkhati Sharmati Aaja (Usne Kaha Tha)
Chori Chori Jane Hum (Chhaya)
Jhanan Jhanan Bichhua Baje (Chand Aur Suraj)
O RE MAN GUN GUN (Agni Pareeksha)
Chham Chham (Chhaya)
Main Ek Badal Aawara (Chhaya)
Ulfat Ke Hain Kaam Niraale (Aawaz)
Aansoo Samajh Ke (Chhaya)
Ajab Tori Duniya (Do Bigha Zameen)