Main Ho Gayee Deewani from Kasam Suhaag Ki Movie (Various Artists)

Salamat salamat salamat
Salamat salamat
Mubarak mubarak
Najar me uski surat or jubaa par nam usi ka hai
Kabhi acha na ho deewana pan mera acha hai
Bijli thi ke shola tha
Kya jane wo kya tha
Bijli thi ke shola tha
Kya jane wo kya tha
Afat ki kayamat thi ya noor ka jalwa tha
Dil tham liya hamne kuch aisa najara tha
Milte hi najar unse
Milte hi najar unse
Milte hi najar unse
Ek pankh si lahrayi
Or mai ho gayi deewani deewani ho gayi deewani
Main ho gayi deewani deewani ho gayi deewani
Main ho gayi deewani deewani
Main ho gayi deewani deewani ho gayi deewani
Main ho gayi deewani
Main ho gayi deewani

Hosh me aye to ham hosh gawa baithe the
Hosh gawa baithe the
Naj bahut tha jis par dil wo luta baithe the
Dil wo luta baithe the
Naam uska koi leta hai to lete hi
Rote rote jo ankh yad aye to has dete hai
Ankh se nind suku dil churane wala
Tere sadke mujhe deewana banane wale
Phulo me sitaro me
Gulsan ki baharo me
Phulo me sitaro me
Gulsan ki baharo me
Tanhayi me mahfil me
Ayine me or dil me
Har seen usi ki jab
Har seen usi ki jab
Har seen usi ki jab tasvir najar ayi to
Main ho gayi deewani deewani ho gayi deewani
Main ho gayi deewani deewani ho gayi deewani
Main ho gayi deewani deewani
Main ho gayi deewani deewani ho gayi deewani
Main ho gayi deewani
Main ho gayi deewani

Ishk ko julm mohabbat ko khata kahye hai
Kahte hai
Har bhali cheez ko jag wale bura kahte hai
Kahte hai
Usko jis rog me dekha wo bhala lagta ho
Mat kaho usko bura mujhko bura lagta hai
Jisko dunia ne mohabbat ke na kabil samjha
Wo masiha tha jise apne katil samjha
Katil hai to katil hai
Wo pyar ke kabil hai
Katil hai to katil hai
Wo pyar ke kabil hai
Wo meri mohabbat hai
Wo meri ibadat hai
Ab uski mohabbat me, ab uski mohabbat me
Ab uski mohabbat me
Soharat hoke ruswayi
Main ho gayi deewani deewani ho gayi deewani
Main ho gayi deewani deewani ho gayi deewani
Main ho gayi deewani deewani
Main ho gayi deewani deewani ho gayi deewani
Main ho gayi deewani
Main ho gayi deewani

Hamne dolat ke sarafat ke sitam dekhe hai
Hamne gairo ke nakabo ke bharam dekhe hai
Rasam dunia se isi waste begane hai
Ab agar hosh me ham na hai to deewane hai
Rahe ulfat me kisi cheez ki ab chah nahi
Dil to dil jan bhi lut jaye to parwah nahi
Dolat bhi dikhawa hai
Izzat bhi tamasha hai
Dolat bhi dikhawa hai
Izzat bhi tamasha hai
Dunia ko bahut hamne najdil se dekha hai
Mere dil nadaa ko
Mere dil nadaa ko
Mere dil nadaa ko
Jaise hi samjh ayi to
Main ho gayi deewani deewani ho gayi deewani
Main ho gayi deewani deewani ho gayi deewani
Main ho gayi deewani deewani
Main ho gayi deewani deewani ho gayi deewani
Main ho gayi deewani
Main ho gayi deewani
Deewani deewani, deewani deewani
Deewani deewani, deewani deewani
Deewani deewani, deewani deewani
Deewani deewani, deewani deewani
Hai jab tak ja nhotho par yahi afsana rahne do
Khuda ke waste logo mujhe deewana rahne do
Deewani deewani, deewani deewani
Deewani deewani, deewani deewani
Deewani deewani, deewani deewani
Deewani deewani, deewani deewani...

Song Details
Movie
Kasam Suhaag Ki
Artist
Various Artists
Music Directory
Laxmikant Shantaram Kudalkar (Laxmikant Pyarelal), Pyarelal Ramprasad Sharma (Laxmikant Pyarelal)
Music Label
T-Series
Singers
Hemlata (Lata Bhatt)
Lyricist
Hasan Kamal

Other Lyrics from Kasam Suhaag Ki

Aa Gale Lag Ja
Chiraiya Ko Baaz Liye Jaye
Idhar Bhi Bijlee
Main Ho Gayee Deewani

Other popular Lyrics by Various Artists

Dhak Dhak (Nautanki Saala)
Tu Hai Rab Mera (Zila Ghaziabad )
Mashallah (Ek Tha Tiger)
Arzoo (Blood Money)
Bin Tere (Chakradhar)
Jungle Hai Aadhi Raat (Biwi No. 1)
Kya Raaz Hai (Raaz 3 )
Maula (Jism 2)
Om Namo Namah Krishan (Main Krishna Hoon)
Baby Se Babydoll (Gippi)