Nazar Mili Hai Ek Katil Se from Reporter Raju Movie (Mohinder Singh Sarna)

Najar mili ek katil se katil se
Dono hue hai ghayal se ghayal se
Dur nahi hai manjil se manjil se manjil se
Najar mili ek katil se katil se

Khelenge jindagi se hum dekha kare jamana
Khelenge jindagi se hum dekha kare jamana
Sabki juban par hoga ye pyar ka fasana
Jane bahar ho mera karar ho
Kah rahe hai ye najare
Najar mili ek katil se katil se

Ye gora chand sa mukhda udta hua ye aachal
Ye gora chand sa mukhda udta hua ye aachal
Bikhare hue se ye ghesu jaise hawa me badal
Kaisa singar hai kaisa nikhar hai
Kah rahe hai ye najare
Najar mili ek katil se katil se

Tujhse hai pyar ki dunia sadke teri ada pe
Tujhse hai pyar ki dunia sadke teri ada pe
Ek aag si lagai hai jalim ne muskurake
Naino me pyar hai dil mein pyar hai
Kah rahe hai ye najare
Najar mili ek katil se katil se katil se
Dono hue hai ghayal se ghayal se
Dur nahi hai manjil se manjil se manjil se
Najar mili ek katil se katil se...

Song Details
Movie
Reporter Raju
Artist
Mohinder Singh Sarna
Music Directory
Mohinder Singh Sarna
Music Label
Saregama
Singers
Asha Bhosle, Mohammed Rafi
Lyricist
Shakeel Nomani

Other Lyrics from Reporter Raju

Gussa Fizul Hai
Mujhe Dekh Na Kudiye Mud Ke
Nazar Mili Hai Ek Katil Se
Raat Jhumti Dil Ko Chumati
Tum Mard Nikaloge

Other popular Lyrics by Mohinder Singh Sarna

Dekhte Dekhte Jal Gaya Aashiyan (Naata)
Kalayi Me Kali Kali Chhudiya (Papi)
Meri Zindagi Hai Tu (Papi)
Na Pehlu Me Dil Hai (Papi)
Abhi Abhi Bahaar Thi (Papi)
Itna Asar Dikha De (Papi)
Mat Samjho Neer Bahati Hoon (Naata)
Ye Hai Jivan Ki Rail (Mehlon Ke Khwab)
Kaun Kahe Unse (Papi)
Chaahe Shamaa Jale (Papi)