Aankhon Se Chhune Do from Na-Insaafi Movie (Bappi Lahiri)

Chhune do chhune do
Na baba na baba
Chhune do chhune do
Na baba na baba
Chhune do chhune do chhune do

Dil mera chhu liya
Aankhon se chhu liya
Saanso se chhu liya
Jab tak pyaar ki pyaas bujhe na
Pyaar hi pyaar lutaa aa
Aankhon se chhu liya
Saanso se chhu liya
Jab tak pyaar ki pyaas bujhe na
Pyaar hi pyaar lutaa aa

Chhune do chhune do
Na baba na baba
Chhune do chhune do
Na baba na baba
Chhune do chhune do chhune do

I am dancer

Aage pichhe dole ye
Jaane kyaa kyaa bole ye
Ye husn ke pyaase yahan
Karte hain pichha mera
Mujhko tanhaa chhode kyun
Mera dil kyun todein yun
Mujhse kabhi ab dooriyon
Jaana na jaane waffa
Aankhon se chhu liya
Saanso se chhu liya
Jab tak pyaar ki pyaas bujhe na
Pyaar hi pyaar lutaa aa
Aankhon se chhu liya
Aye saanso se chhu liya

I am dancer i am dancer

Kyaa bolun tu kaisa hain
Mere haathon jaisa hain
Jaisa hain tu aisa koi
Hoga kahan dilrubba
Aye pyaasi pyaasi raate hain
Pyaasi pyaasi baatein hain
Pyaasi meri baahon mein aa
Mujh mein hi tu doob jaa...

Song Details
Movie
Na-Insaafi
Artist
Bappi Lahiri
Music Directory
Bappi Lahiri
Music Label
Venus Records
Singers
Anupama Deshpande
Lyricist
Anjaan

Other Lyrics from Na-Insaafi

Aankhon Se Chhune Do
Bombai Ki Kasam
Ham Beqarar Hain
Main Hoon Babusha
Ram Laxman Ki Jodi

Other popular Lyrics by Bappi Lahiri

Khali Peeli Pyar Se (Aitbaar)
Shanivar Tak Woh (Aaj Ka Daur)
Malik Mere Hoton Pe Sab Ke (Aakhri Ghulam)
Sajan Aa Jao (Aag Hi Aag)
Pyar Mila To Jaana (Aakhri Ghulam)
Saiyan Bina Ghar Suna (Aangan Ki Kali)
Lag Ja Gale (Tamacha)
Mitwa Bhool Na Jana (Kab Tak Choop Rahoongi)
Jai Ho Mata Tumhari (Aangan Ki Kali)
Na Ro Munni (Aangan Ki Kali)