Chal Diye De Ke from Son of India Movie (Naushad Ali)

Chal diye deke gam ye na socha ke hum
Is jaha me akele kidhar jayege
Aisi manjil pe chhoda hai tumne
Hume ab sahara na doge to mar jayege

Bijliyo ka na dar tha na aandhi ka gam
Kho gaye the mohabbat ki duniya me hum

Kya khabar thi ki lut jayega aashiya
Kya khabar thi ki tinke bikhar jayege

Chal diye deke gam ye na socha ke hum
Is jaha me akele kidhar jayege

Yaad karke tumhe royege umar bhar
Chain aayega dil ko na shamo shar

Zindagi me rahegi tumhari kami
Din gujarne ko yu hi gujar jayege

Chal diye deke gam ye na socha ke hum
Is jaha me akele kidhar jayege
Aisi manjil pe chhoda hai tumne
Hume ab sahara na doge to mar jayege...

Song Details
Movie
Son of India
Artist
Naushad Ali
Music Directory
Naushad Ali
Music Label
Saregama
Singers
Lata Mangeshkar
Lyricist
Shakeel Badayuni

Other Lyrics from Son of India

Aaj Chhedo Mohabbat
Aaj Ki Taaza Khabar
Chal Diye De Ke
Dil Todne Wale
Insaan Tha Pehle Bandar
Mujhe Huzur Tumse
Nanha Munna Raahi Hoon
Zindagi Aaj Mere

Other popular Lyrics by Naushad Ali

Aayi Re Holi Aayi (Aawaz De Kahan Hai)
Bhole Bhaale Se (Aawaz De Kahan Hai)
Suhani Raat Dhal Chuki (Dulari)
Takra Gaya Tumse Dil Hee To Hai (Aan)
Aaja Meri Barbaad Muhabbat (Anmol Ghadi)
Aaya Mere Dil Mein Tu (Dastan)
Ab Kaun Hai Meraa (Anmol Ghadi)
Dil Mein Chhupake Pyar Ka (Aan)
Gham Diye Mustaqil (Shahjehan)
Hum Dard Ka Afsana (Dard)