Kanton Ke Saaye Mein from Vallah Kya Baat Hai Movie (Roshanlal Nagrath (Roshan))

Kanton ke saaye mein phulo ka ghar hai
Phulo ke ghar pe jo teri najar hai
Kante hata ke phul chun le
O raja sun sun le, o raja sun sun le

Dali dali jhume jaise titli
Khel tu bhi jag ki hawao se
Ho kanto ko bhi hasna sikhaye ja
Ho bholi bhali apni adao se
Jiskri yari baharo ki raho se
Use bhala kisi ka kya dar hai
Kanto ke sye mein phulo ka ghar hai
Phulo ke ghar pe jo teri najar hai
Kante hata ke phul chun le
O raja sun sun le, o raja sun sun le

Pyare yaha aasha ke chirago ki
Dukh ki pawan humjholi hai
Duniya mein neki se burai ki
Sada yahi aankh micholi hai
Aankh jisne bhalai pe kholi hai
Use bhala kisi ka kya dar hai
O raja sun sun le
O raja sun sun le

Gori gori hasi teri jo kabhi
Dab jaye gum kale kale se
Ban jahi mat ka sitara tu
Apne hi man ke ujale se
Dhunde rashta jo man ke ujale se
Use bhala kisi ka kya dar hai
Kanto ke sye mein phulo ka ghar hai
Phulo ke ghar pe jo teri najar hai
Kante hata ke phul chun le
O raja sun sun le. O raja sun sun le...

Song Details
Movie
Vallah Kya Baat Hai
Artist
Roshanlal Nagrath (Roshan)
Music Directory
Roshanlal Nagrath (Roshan)
Music Label
Saregama
Singers
Prabodh Chandra Dey (Manna Dey)
Lyricist
Prem Dhawan

Other Lyrics from Vallah Kya Baat Hai

Baatan Kar Lo Ji
Ek To Surat Pyaari Aur Uupar Se Ye Naaz
Gam e hasti Se Bas Begana Hota
Kanton Ke Saaye Mein
Khanake To Khanake Kyon Khanake
Mehfil Mein Jo Aaye Tum
Teri Meri Ek Zindadi
Vo Bijali Hain Ham Sholaa

Other popular Lyrics by Roshanlal Nagrath (Roshan)

Mann Re Tu Kahe (Chitralekha)
Koi Toh Sune Mere Gham Ka Fasana (Malhar)
Mere Dil Ki Dhadkan (Anhonee)
Ish Jag Me Kalyug Ayega (Daadi Maa)
Hota Raha Yun Hi Agar (Malhar)
Bane Ho Ek Khak (Aarti)
Ab Kya Misaal Doon (Aarti)
Dulhan Se Tumhara Milan (Anokhi Raat)
Taal Mile Nadi Ke Jal Me (Anokhi Raat)
Mile Na Phool (Anokhi Raat)