Qurban Meri Jaan from Bijli Aur Toofan Movie (Various Artists)

Qurban meri jaan muhammad ke naam par
Qurban meri jaan muhammad ke naam par
Marta hai musalma,
Marta hai musalman muhammad ke naam par
Qurban meri jaan muhammad ke naam par
Qurban meri jaan muhammad ke naam par

Allah ne bkasha din nura ni khjana
Ek mai nahi kahta hu ye kahta hai zmana
Allah ne bkasha din nura ni khjana
Ek mai nahi kahta hu ye kahta hai zmana
Hote na muhammad to kaha hota thikana
Laya hu mai iman muhammad ke naam par
Qurban meri jaan muhammad ke naam par
Qurban meri jaan muhammad ke naam par

Us kali kamli wale ka ek wakaya suno
Ishq ke rasul kahte kise hai zara suno
Mulke arab me ek tikha tuna bemisal
Tha uska dil rasul ki ulfat se malamal
Dorane jang chal chali dushmanan ne
Falayi ye khabar ke muhammad nahi rahe
Sunte hi is khabar ko preshan ho gayi
Ghar se nikal ke jang ke madan ko chali

Biwi ne raste me kai logo ko dekha
Mere hujur kaise hai majme se ye puchha
Khamosh sab khade rahe aur koi na bola
Ek shkas ne jawab diya uski bat ka
Hajrat to khariyat se hai par hai buri khabar
Is jang me tumhare shohar gaye gujar
Sunte hi is khabar ko kiya sabar aur parnam

Ek zakham kaya magar dil par phir bhi na ruki
Hajrat ko dekhne ke liye dodne lagi
Majma ek aur nazar aaya usko samne
Achhe to rasul hai lagi sab se puchhne
Khamosh sab khade rahe aur koi na bola
Ek shkas ne jawab diya uski bat ka
Hajrat to khariyat se hai par hai buri khabar
Is jang me tumhara beta gaya hai mar
Sunte hi is khabar ko kiya sabar aur parnam

Itne me usko dur nazar aa gaye nabi
Ek dam khushi se aapke kadmo pe gir padi
Pyare nabi ne sabar ki talkim ki use
Barish ho bharkato ki tujh par khuda kare
Aurat ne ye suna to kaha aye mere nabi
Jab aap slamat hai to phir gam nahi koi
Pyare hujur mere sabhi aap pe kurba
Hum aap ki umat me hai hum par hai ye ehsa

Paigam hai sabhi ke liye aapka farma
Hai khatam dastan muhammad ke naam par
Qurban meri jaan muhammad ke naam par
Qurban meri jaan muhammad ke naam par
Marta hai musalma,
Marta hai musalman muhammad ke naam par
Qurban meri jaan muhammad ke naam par
Qurban meri jaan muhammad ke naam par

Qurban meri jaan
Muhammad ke naam par
Muhammad ke naam par...

Song Details
Movie
Bijli Aur Toofan
Artist
Various Artists
Music Directory
Anwar (Anwar - Usman), Usman (Anwar - Usman)
Music Label
T-Series
Singers
Mohammed Aziz
Lyricist
Khalid

Other Lyrics from Bijli Aur Toofan

Khilone Wali Aayee
Lalaji Jiye Tora Lalla
Main To Ho Gaya Diwana
Qurban Meri Jaan
Sapere Bin Baja

Other popular Lyrics by Various Artists

Dhak Dhak (Nautanki Saala)
Tu Hai Rab Mera (Zila Ghaziabad )
Mashallah (Ek Tha Tiger)
Arzoo (Blood Money)
Bin Tere (Chakradhar)
Maula (Jism 2)
Kya Raaz Hai (Raaz 3 )
Om Namo Namah Krishan (Main Krishna Hoon)
Jungle Hai Aadhi Raat (Biwi No. 1)
Billori (Chakradhar)