Jeene ke bahane lakhon hai
Jeena tujhko aaya hi nahi
Koi bhi tera ho sakta hai,
Kabhi tune apnaya hi nahi
Jeene ke bahane lakhon hai
Jeena tujhko aaya hi nahi
Koi bhi tera ho sakta hai,
Kabhi tune apnaya hi nahi
Kyun dil mein tere araman nahi,
Duniya itni viran nahi
Kyun dil mein tere araman nahi,
Duniya itni viran nahi
Har taraf ujale hai phir bhi,
Har taraf ujale hai phir bhi
Tere sath koi saya hi nahi
Koi bhi tera ho sakta hai,
Kabhi tune apnaya hi nahi
Jeene ke bahane lakhon hai
Kya gham hai jiska ilaaj nahi
Kal na tha agar kya aaj nahi
Kya gham hai jiska ilaaj nahi
Kal na tha agar kya aaj nahi
Har gham ka marhum hota hai
Har gham ka marhum hota hai
Dil tune dikhalaya hi nahi
Koi bhi tera ho sakta hai,
Kabhi tune apnaya hi nahi
Jeene ke bahane lakhon hai
Tu dhundhe kahin jo karar mile,
Kisi mod pe bhi jo pyar mile
Tu dhundhe kahin jo karar mile,
Kisi mod pe bhi jo pyar mile
Pyase ko jana padta hai,
Pyase ko jana padta hai,
Sagar chal ke aaya hi nahi
Koi bhi tera ho sakta hai,
Kabhi tune apnaya hi nahi
Jeene ke bahane lakhon hai
Jeena tujhko aaya hi nahi
Koi bhi tera ho sakta hai,
Kabhi tune apnaya hi nahi
Kabhi tune apnaya hi nahi
Kabhi tune apnaya hi nahi...
Hanste Hanste Kat Jaye Raste |
Jeene Ke Bahane Lakhon Hain |
Main Haseena Ghazab Ki |
Main Teri Hoon Jaanam |