Adalat chhod gaya insafn mandir chhod gaya bhagwan
Muljim bana diya duniya ne ek masum insan
Insaf pareshan bhagwan bhi hairan
Insaf pareshan bhagwan bhi hairan
Kan to hai kanun ke lekin sun na sake sachchai

Aankh to insaff ki lekin det anahi hai dikhai
Dhunde mile na kabhi kisi ko mange aisi gawahi
Adalat chhod gaya insafn mandir chhod gaya bhagwan
Muljim bana diya duniya ne ek masum insan
Insaf pareshan bhagwan bhi hairan
Tum barbad na hone dena apno ki zindgani

Sacha hai ye pyar tumhara gam ki bane na kahani
Takra jana katil se vo kar na sake manmani
Adalat chhod gaya insafn mandir chhod gaya bhagwan
Muljim bana diya duniya ne ek masum insan
Insaf pareshan bhagwan bhi hairan
Kurbani ka phal na mile maksad chhod na dena

Tum insafni farz nibhana rasta mod na dena
Karne ko insaff ki raksha jhuth se badla lena
Adalat chhod gaya insafn mandir chhod gaya bhagwan
Muljim bana diya duniya ne ek masum insan
Insaf pareshan bhagwan bhi hairan
Chacha tera dur chala par tujh pe duva barsaye

Farz hai tera sach ki taraf hi tu har kadam badaye
Pati ka bandhan bhai ki chahat lakh tujhe uljhaye
Adalat chhod gaya insafn mandir chhod gaya bhagwan
Muljim bana diya duniya ne ek masum insan
Insaf pareshan bhagwan bhi hairan
Insaf pareshan bhagwan bhi hairan...
Chal Gori Pyar Ke Gao Mein |
Kase Raho |
Mandir Chhod Gaya Bhagwan |
Pyar Ka Badla |
Sau Saal Tu Jeeti Rahe |
Tai Tai |