Chori Chori Yoon Jab from Paap Ki Duniya Movie (Bappi Lahiri)

Chori chori yu jab ho aankhe char
Kya hota hai
Eye deewana dil jab dhadke pehli baar
Kya hota hai
Begane ban jate hai yar yar yar yar
Anjane ho jata hai pyar pyar pyar pyar
Ye kya hota hai kaise hota hai
Jane ye koi na
Chori chori yu jab ho aankhe char
Kya hota hai
Eye deewana dil jab dhadke pehli baar
Kya hota hai

Sara ye shahar dekha ghum ke dekhe lakho hasi
Hamko hai yaki koi bhi kahi tere jaisi nahi
Dil jo pagal kar jaye wo didar kya hota hai
Jana ab hamne jana pehla pyar kya hota hai
Begane ban jate hai yar yar yar yar
Anjane ho jata hai pyar pyar pyar pyar
Ye kya hota hai kaise hota hai
Jane ye koi na
Chori chori yu jab ho aankhe char
Kya hota hai
Eye deewana dil jab dhadke pehli baar
Kya hota hai

Dehke jab tujhe dekhte rahe
Fir najar na jhuke
Karna chahe dil kitni hi bate
Par juba na khule
Bin bole hi aankho se ye ikrar kya hota
Na bhi ha lagta hai ye ikrar kya hota hai
Begane ban jate hai yar yar yar yar
Anjane ho jata hai pyar pyar pyar pyar
Ye kya hota hai kaise hota hai
Jane ye koi na
Chori chori yu jab ho aankhe char
Kya hota hai
Eye deewana dil jab dhadke pehli baar
Kya hota hai

Jindagi hai wo jo kate teri naram julfo tale
Mange dil dua milna ho agar pyar tera mile
Koi milke jab chhede dil ke tar kya hota hai
Sanso se jab uthi hai ye jhankar kya hota hai
Begane ban jate hai yar yar yar yar
Anjane ho jata hai pyar pyar pyar pyar
Ye kya hota hai kaise hota hai
Jane ye koi na
Chori chori yu jab ho aankhe char
Kya hota hai
Eye deewana dil jab dhadke pehli baar
Kya hota hai...

Song Details
Movie
Paap Ki Duniya
Artist
Bappi Lahiri
Music Directory
Bappi Lahiri
Music Label
T-Series
Singers
Kishore Kumar
Lyricist
Anjaan

Other Lyrics from Paap Ki Duniya

Bandhan Toote Na
Chori Chori Yoon Jab
Ganga Ko Dekha Jamuna Ko Dekha
Main Tera Tota
Zindagi Pyar Hai

Other popular Lyrics by Bappi Lahiri

Khali Peeli Pyar Se (Aitbaar)
Shanivar Tak Woh (Aaj Ka Daur)
Malik Mere Hoton Pe Sab Ke (Aakhri Ghulam)
Sajan Aa Jao (Aag Hi Aag)
Pyar Mila To Jaana (Aakhri Ghulam)
Saiyan Bina Ghar Suna (Aangan Ki Kali)
Lag Ja Gale (Tamacha)
Mitwa Bhool Na Jana (Kab Tak Choop Rahoongi)
Jai Ho Mata Tumhari (Aangan Ki Kali)
Na Ro Munni (Aangan Ki Kali)