Jeevan Sukh Dukh Ka from Paap Ko Jalakar Rakh Kar Doonga Movie (Bappi Lahiri)

Haste hasate raho khushiya lutate raho
Haste hasate raho khushiya lutate raho
Gum ko chupate raho
Ye geet gate raho
Jeevan sukh dukh ka ek sangam hai
Jeevan sukh dukh ka ek sangam hai
Dukh thoda jyada hai
Dukh thoda jyada hai
Sukh thoda kam hai
Jeevan sukh dukh ka ek sangam hai
Jeevan sukh dukh ka ek sangam hai

Abhi is bagiya me rut hai khushi ki
Abhi is bagiya me rut hai khushi ki
Dil me sabhi ke chahat sabhi ki
Aao dua mil kar ye mange
Aao dua mil kar ye mange
Khushi ko lage na najar kisi ki
Khushi ko lage na najar kisi ki
Mangne ka pane ka
Mangne ka pane ka
Yahi mausam hai
Jeevan sukh dukh ka ek sangam hai
Jeevan sukh dukh ka ek sangam hai

Dukh ke din kah kar nahi aate
Dukh ke din kah kar nahi aate
Sukh ke pal jane kab ud jate
Sukh dukh chalte hai aage piche
Sukh dukh chalte hai aage piche
Jab jo mile use raho apnate
Jab jo mile use raho apnate
Hoth kabhi haste hai ho
Hoth kabhi haste hai
Aankh kabhi nam hai
Jeevan sukh dukh ka ek sangam hai
Jeevan sukh dukh ka ek sangam hai

Dukh thoda jyada hai
Dukh thoda jyada hai
Sukh thoda kam hai
Jeevan sukh dukh ka ek sangam hai
Jeevan sukh dukh ka ek sangam hai...

Song Details
Movie
Paap Ko Jalakar Rakh Kar Doonga
Artist
Bappi Lahiri
Music Directory
Bappi Lahiri
Singers
Anuradha Paudwal, Kishore Kumar

Other Lyrics from Paap Ko Jalakar Rakh Kar Doonga

Jeevan Sukh Dukh Ka
Kya Tarif Karu Iski Ye
Rani Kahe Ki Gudiya Kahe
Suraj Hai Tu Main Surajmukhi

Other popular Lyrics by Bappi Lahiri

Khali Peeli Pyar Se (Aitbaar)
Malik Mere Hoton Pe Sab Ke (Aakhri Ghulam)
Shanivar Tak Woh (Aaj Ka Daur)
Lag Ja Gale (Tamacha)
Mitwa Bhool Na Jana (Kab Tak Choop Rahoongi)
Pyar Mila To Jaana (Aakhri Ghulam)
Saiyan Bina Ghar Suna (Aangan Ki Kali)
Sajan Aa Jao (Aag Hi Aag)
Chalte Chalte (Chalte Chalte)
Deewana Hai Kar Gayi (Aangan Ki Kali)