Baton se baat na banegi haa
Kuch karke dikhana hoga achha
Baton se baat na banegi
Kuch karke dikhana hoga kyaa
Hamse aankh milake
Yaha jaan se jana hoga
To ho jaaye samna ho jaaaye
Ho jaaye ho jaaye ho jaaye
Samna ho jaaye ho jaaye
Baton se baat na banao
Te dam hai to ankha milao
Baton se baat na banao
Te dam hai to ankha milao
Maut se jo dar jaaye
Woh aur deewana hoga
To ho jaaye samna ho jaaaye
Ho jaaye ho jaaye ho jaaye
Samna ho jaaye ho jaaye
Milne se pahele suan tha bada naam
Jaisa dekha suna naam
Waisa dekha nahi kaam
Maana main ne main toh hoon
Badnaam
Dekha nahi mujhe dekha nahi
Mera kaam
Ab toh dekhe kyaa ghazab ho
Ab toh dekhe kyaa ghazab ho
Kab se tha inkaar
Are bachke bachke bachke
Meri jaan bachake
Hamse aankh milana bachake
To ho jaaye samna ho jaaaye
Ho jaaye ho jaaye ho jaaye
Samna ho jaaye ho jaaye
Chhupate hai naqabo mein yaha
Kitane hi chor
Parda utha ke kaho ki dekhe
Meri aaur
Parde uthenge to machenge
Yaha sore
Phir na bachonge na chalenga koi
Zor
Woh nazara dekhna hai
Woh nazara dekhna hai
Hamko bhi ik baar
Bachake bachake bachake
Deewana bachake
Aankha milana zara bachake
To ho jaaye samna ho jaaaye
Ho jaaye ho jaaye ho jaaye
Samna ho jaaye ho jaaye
Aaya jo shikari yaha
Ho gaya shikaar
Aaya jo khiladi yaha
Yaha gaya baazi haar
Hota hoga ab na hoga sarkar
Apna to khali jaaye na waar
Jo hai garazate woh na baraste
Jo hai garazate woh na baraste
Sunte aaye hai yaar
Bachake bachake bachake
Hamse aankh milan jara bachke
Baton se baat na banegi haa
Kuch karke dikhana hoga achha
Baton se baat na banegi
Kuch karke dikhana hoga kyaa
Hamse aankh milake
Yaha jaan se jana hoga
To ho jaaye samna ho jaaaye
Ho jaaye ho jaaye ho jaaye
Samna ho jaaye ho jaaye
Bachake bachake bachake
Hamse aankh milan jara bachke
Bachake bachake bachake
Deewana bachake...
Aage Aage Woh Chale |
Baton Se Baat Na Milao |
Har Aadmi Ko Bibi Ka |