Ke Hum Jo Kaam Karte Hai from Muqaddar Ka Faisla Movie (Bappi Lahiri)

Bol bol siyapati ramchandr ki jay
Ram naam ki lut hai lut sake to lut
Ant samay pachhatayega
Jab paran jayege chhut
Koi lute ya na lute hum lut ke rahege
Jo tale tale kabhi na tute
Woh tut ke rahenge
Ke hum jo kaam karte hai
Woh khule aam karte hai
Na jane duniya wale kyu
Hume badnaam karte hai

Ke hum jo kaam karte hai
Woh khule aam karte hai
Na jane duniya wale kyu
Hume badnaam karte hai
Ke hum jo kaam karte hai
Woh khule aam karte hai
Na jane duniya wale kyu
Hume badnaam karte hai
Ke hum jo kaam karte hai
Woh khule aam karte hai
Na jane duniya wale kyu
Hume badnaam karte hai

Chalti chakki dekh ke
Jiya kabira roye
Hum do patan ke bich me
Sabhut bacha na koi
Arey sab humko lalu kahe
Panju kahe na koi
Jo humko panju kahe woh khud
Woh khud ullu lalu hoye
Ke hum jo kaam karte hai
Woh khule aam karte hai
Na jane duniya wale kyu
Hume badnaam karte hai
Ke hum jo kaam karte hai
Woh khule aam karte hai
Na jane duniya wale kyu
Hume badnaam karte hai

Chitarkut ke ghat par
Arey chup ullu ki dum
Mitarkut ke ghat par
Bhai choran ki bhid
Charan das chandan ghise
Chandan ghise tilak kare ranvia
Fokhat ka chandan ghis mere lalu
Ghis mere lalu fokhat ka chandan

Tir sada vo mariye keh gaye pir fakir
Dekhan me chhote lage
Ghav kare ghambir
Arey ghav kare ghambir
Ke hum jo kaam karte hai
Woh khule aam karte hai
Na jane duniya wale kyu
Hume badnaam karte hai
Ke hum jo kaam karte hai
Woh khule aam karte hai
Na jane duniya wale kyu
Hume badnaam karte hai

Ustad sanch barabar tap nahi
Abe chup akkal ke tolu
Chilgoze ke silke
Jhuth barabar tap nahi
Sanch barabar pap
Janke herday jhut hai
Va ke herday aap
Ek ek ko tol ke
Aisa denge nap
Jo samjhe beta hume
Arey hum hai hum hai unke bap
Ke hum jo kaam karte hai
Woh khule aam karte hai
Na jane duniya wale kyu
Hume badnaam karte hai
Ke hum jo kaam karte hai
Woh khule aam karte hai
Na jane duniya wale kyu
Hume badnaam karte hai

Guriu chle bekunth ko chela kahe bulaye
Guriu chle bekunth ko chela kahe bulaye
Yaha tambaku khaye lo
Waha tambaku na aaye
Yaha tambaku khaye lo
Waha tambaku na aaye
Yaha tambaku khaye lo
Waha tambaku na aaye
Waha tambaku na aaye

Ke hum jo kaam karte hai
Woh khule aam karte hai
Na jane duniya wale kyu
Hume badnaam karte hai
Ke hum jo kaam karte hai
Woh khule aam karte hai
Na jane duniya wale kyu
Hume badnaam karte hai
Ke hum jo kam karte hai
Wo khule aam karte hai
Na jane duniya wale kyu
Hume badnaam karte hai...

Song Details
Movie
Muqaddar Ka Faisla
Artist
Bappi Lahiri
Music Directory
Bappi Lahiri
Music Label
BMG Crescendo
Singers
Kishore Kumar
Lyricist
Anjaan

Other Lyrics from Muqaddar Ka Faisla

Aaj Hum Ko Aadmi Ki
Hum Na Hum Rahe
Ke Hum Jo Kaam Karte Hai
Na Kal Ka Pata Na Pal Ka Pata
Paisa Ye Paisa

Other popular Lyrics by Bappi Lahiri

Khali Peeli Pyar Se (Aitbaar)
Shanivar Tak Woh (Aaj Ka Daur)
Malik Mere Hoton Pe Sab Ke (Aakhri Ghulam)
Sajan Aa Jao (Aag Hi Aag)
Pyar Mila To Jaana (Aakhri Ghulam)
Saiyan Bina Ghar Suna (Aangan Ki Kali)
Lag Ja Gale (Tamacha)
Mitwa Bhool Na Jana (Kab Tak Choop Rahoongi)
Jai Ho Mata Tumhari (Aangan Ki Kali)
Na Ro Munni (Aangan Ki Kali)