Kehte hain chaand jissko
Tumse nahin woh pyaaraa
Dekhe usse ye duniyaa
Mujhko nahin gawaaraa
Kehte hain chaand jissko
Tumse nahin woh pyaaraa
Dekhe usse ye duniyaa
Mujhko nahin gawaaraa
Nazrein jo tum utthaao
Har cheez muskuraaye
Palkein jo tum jhukaao
Taaron ko neend aaye
Nazrein jo tum utthaao
Har cheez muskuraaye
Palkein jo tum jhukaao
Taaron ko neend aaye
Duniyaa bhi saath doley
Dhadke jo dil tumhaaraa
Kehte hain chaand jissko
Tumse nahin woh pyaaraa
Ek baat tumse puchhoon
Tum kaun ho hamaare
Dil mein samaa rahe ho
Hum kaun hain tumhaare
Ek baat tumse puchhoon
Tum kaun ho hamaare
Dil mein samaa rahe ho
Hum kaun hain tumhaare
Kar do na muskuraake
Halkaa saa ik ishaaraa
Kehthe hain chaand jissko
Tumse nahin woh pyaaraa
Saathi agar haseen ho
Kyaa baat phir safar ki
Manzil udhar ko aayee
Tumne jidhar nazar kee
Saathi agar haseen ho
Kyaa baat phir safar ki
Manzil udhar ko aayee
Tumne jidhar nazar kee
Dil jab bhi dagmagaayaa
Tum ban gaye sahaaraa
Kehte hain chaand jissko
Tumse nahin woh pyaaraa
Kehte hain chaand jissko
Tumse nahin woh pyaaraa
Dekhe usse ye duniyaa
Mujhko nahin gawaaraa
Mujhko nahin gawaaraa...
Badli Se Nikla Hai Chand |
Bhooli Huyi Yaadon |
Chala Hai Kahan |
Do Ghoont Chai Pee |
Ek Manzil Rahee Do |
Jis Raat Jale Na Parwane |
Kahte Hain Chand Jisko |
Woh Bhooli Daastan |